Rang pairahin ka khushbu zulf lehrane ka naam Mausam e gul hai tumhare baam par anay ka naam



رنگ پیراہن کا، خُوشبو زُلف لہرانے کا نام
موسمِ گل ہے تمہارے بام پر آنے کا نام
Rang pairahin ka khushbu zulf lehrane ka naam
Mausam e gul hai tumhare baam par anay ka naam

 
دوستو، اُس چشم ولب کی کچھ کہو جس کے بغیر
گلستاں کی بات رنگیں ہے نہ میخانے کا نام
Dosto, us chashm o lab ki kuch kaho jis ke baghair
Gulistan ki bat rangeen hai, na maikhane ka naam

 
فیض احمّد فیض
Faiz Ahmed Faiz


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo