Taza hain abhi yad mein ay saqi e gulfam Wo aks e rukh e yar se lehke huay ayyam



تازہ ہیں ابھی یاد میں اے ساقیٔ گلفام
وہ عکسِ رخِ یار سے لہکے ہوئے ایّام

وہ پھول سی کھلتی ہوئی دیدار کی ساعت
وہ دل سا دھڑکتا ہوا امید کا ہنگام
فیض احمد فیض

Taza hain abhi yad mein ay saqi e gulfam
Wo aks e rukh e yar se lehke huay ayyam

Wo phool si khhilti hui deedar ki sa’at
Wo dil sa dhadakta hua umeed ka hangam

Faiz Ahmed Faiz


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo