Tumhein Kon Munsif Kahe Ga Keh Tum Ne Bahane Se Baghi Ko Muqfal Bula Ke



تُمھیں کون مُنصِف کہے گا کہ تُم نے
بہانے سے باغی کو مَقتَل بُلا کے

Tumhein Kon Munsif Kahe Ga Keh Tum Ne

Bahane Se Baghi Ko Muqfal Bula Ke


وہاں ایک جُھوٹی عدالت سجا کے
فقط حُکْمِ حاکِم پہ پھانسی سُنا دی

Wahan Aik Jhooti Adalat Saja Ke

Faqat Hukm e Hakim Peh Phansi Suna Di


تُمھیں بھی تو غَم تھا جو تُم نے کیا تھا
مگر مرنے والے کی عَظْمَت تو دیکھو

Tumhein Bhi Tou Gham Tha Jo Tum Ne Kia Tha

Magar Marne Wale Ki Azmat Tou Daikho


کہ اُس نے شَہادَت سے کُچھ دیر پہلے
تُمھیں اپنے خُوں سے بَری کر دیا تھا

Keh Usne Shahadat Se Kuch Der Pehle

Tumhein Apne Khoon Se Barri Kar Diya Tha


مرزا رضی اُلرّحمان

Mirza Razi ur Rehman


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo