Umr e ravan ke mod pe kuch khwab, mere khwab Khho gaye hain aise ke ab mil nahi rahe



عمرِرواں کے موڑ پہ کچھ خواب، میرے خواب
کھو گئے ہیں ایسے کہ اب مِل نہیں رہے
Umr e ravan ke mod pe kuch khwab, mere khwab
Khho gaye hain aise ke ab mil nahi rahe

 
اپنے لیے ہمیں کبھی فرصت نہ مِل سکی
اس کو گلہ کہ ہم اسے حاصل نہیں رہے
Apne liye humen kabhi fursat na mil saki
Us ko gila ke hum usay hasil nahi rahe


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo