Wo jis ka daman e shafaf ab bhi hai be dagh Wafoor e shauq mein mujh ko gale laga bhi gaya



وہ جس کا دامنِ شفاف اب بھی ہے بے داغ
وفورِ شوق میں مجھ کو گلے لگا بھی گیا

Wo jis ka daman e shafaf ab bhi hai be dagh
Wafoor e shauq mein mujh ko gale laga bhi gaya

 
اس اک نظارے میں تھے کتنے دیدنی پہلو
وہ میرے حال پہ رویا بھی، مسکرا بھی گیا
Us ek nazare mein kitne thay deedni pehlu
Wo mere haal pe roya bhi muskuraya bhi

 
غمِ وداعی میں پنہاں تھا اور بھی اک غم
کہ دل سے شوقِ ملاقاتِ بارہا بھی گیا

Gham e widaiy mein pinhan tha aur bhi ek gham
Ke dil se shauq e mulaqat e barha bhi gaya

 
صادق نسیم
Sadiq Naseem


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo