Ye na ho, tum bhi kisi bheed mein khho jao kahin Ye na ho hum kisi bazar mein gum ho jayen



یہ نہ ہو، تم بھی کسی بھیڑ میں کھو جاؤ کہیں
یہ نہ ہو ہم کسی بازار میں گم ہو جائیں

Ye na ho, tum bhi kisi bheed mein khho jao kahin
Ye na ho hum kisi bazar mein gum ho jayen

 
ہم ترے شوق میں یوں خود کو گنوا بیٹھے ہیں
جیسے بچے کسی تیوہار میں گم ہو جائیں

Hum tere shauq mein youn khud ko ganwa baithe hain
Jaise bache kisi teohar mein gum ho jayen

 
احمد فرازؔ
Ahmad Faraz


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo