Aik fitna teri soiy hui ankhon mein idhar Ek qayamat tere qamat ne udhar dhaiy hui



ایک فتنہ تری سوئی ہوئی آنکھوں میں ادھر
اک قیامت تیرے قامت نے ادھــر ڈھائی ہوئی

جاگتے جســـــم مگر ہائے وہ نیندوں کے خمار
جیسے خوابوں کے جزیروں سے ہوا آئی ہوئی

ہائے لذت کی تھکن میں وہ تیـــری سرگوشی
جیســـــے آواز بڑی دور ســـــے ہو آئی ہوئی

Aik fitna teri soiy hui ankhon mein idhar
Ek qayamat tere qamat ne udhar dhaiy hui

Jagte jism magar haye wo neendon ke khumar
Jaise khwabon ke jazeeron se hawa aiy hui

Haye lazzat ki thakan mein wo teri sargoshi
Jaise awaz badi door se ho aiy hui


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo