Ghamon ko mitane ki khatir Din asani ko dhoondte huay



نیلی شام

 Neeli sham

غموں کو مٹانے کی خاطر
دن آسانی کو ڈھونڈتے ہوئے

Ghamon ko mitane ki khatir
Din asani ko dhoondte huay

 
ناکام ٹھہرا
درد اب روح پہ

Nakam thehra
Dard ab rooh pe

 
نیل بن کر نمایاں ہیں
مگر شام کی سرخی کو

Need ban kar numayan hain
Magar sham ki sukhi ko

 
دیکھ کر کون جانے کہ
دکھ کی نیلی شام پڑنے کو ہے

Dekh kar kaun jane ke
Dukh ki neeli sham padne ko hai

 
وسیم عباس
Waseem Abbas


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo