Kuch tabassum zer e lab par sharm daman geer hai Uff ye kis aalam mein khhinchwaiy hui tasveer hai



کچھ تبسم زیر لب پر شرم دامن گیر ہے
اف یہ کس عالم میں کھنچوائی ہوئی تصویر ہے 

Kuch tabassum zer e lab par sharm daman geer hai
Uff ye kis aalam mein khhinchwaiy hui tasveer hai

اک نظر دیکھا جسے مدہوش و بیخود کر دیا
تیری کیف آگیں نگاہوں میں عجب تاثیر ہے

Ek nazar dekha jise, madhosh o bekhud kar dia
Teri kaif ageen nigahon mein ajab taseer hai

 
شکیل بدایونی
Shakeel Badayouni


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo