Main tujhe chhod ke aya hoon usi hausle se Wo ke jis hausle se jism ko jan chhodti hai



میں تجھے چھوڑ کے آیا ہوں اُسی حوصلے سے
وہ کہ جس حوصلے سے جسم کو جاں چھوڑتی ہے 

Main tujhe chhod ke aya hoon usi hausle se
Wo ke jis hausle se jism ko jan chhodti hai

 
آؤ دیکھو میرے چہرے کے خد و خال کو اب
مان جاؤ گے محبت بھی نِشاں چھوڑتی ہے

Aao dekho mere chehre ke khad o khal ko ab
Maan jao ge, muhabbat bhi nishane chhodti hai

 
علی قائم نقوی
Ali Qaaim Naqvi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo