Yad e firaq e jan bhi kis darja thi bujhi hui Us ko bhi aik umr se mera pata nahi mila



یادِ فراقِ جان بھی کس درجہ تھی بجھی ہوئی
اس کو بھی ایک عمر سے میرا پتہ نہیں ملا

Yad e firaq e jan bhi kis darja thi bujhi hui
Us ko bhi aik umr se mera pata nahi mila

 
دل تھا یونہی ملال میں یعنی کہ اپنے حال میں
بچھڑے ہوؤں پہ کی نظر کوئی خفا نہیں ملا
Dil tha younhi malal mein yani ke apne haal mein
Bichhde huon pe ki nazar koi khafa nahi mila

 
تیرے ثوابِ عیش میں میرا تھا کفر رائیگاں
تجھ کو ملا تھا آدمی مجھ کو خدا نہیں ملا
Tere sawab e aish mein mera tha kufr rayegan
Tujh ko mila tha admi, mujh ko Khuda nahi mila

 
منیب مغل
Muneeb Mughal


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo