Deevar e shab aur aks e rukh e yar samne Phir dil ke aiyne se lahu phootne laga



دیوارِ شب اور عکسِ رُخِ یار سامنے
پھر دل کے آئینے سے لہو پھوٹنے لگا
Deevar e shab aur aks e rukh e yar samne
Phir dil ke aiyne se lahu phootne laga

پھر وضعِ احتیاط سے دھندلا گئی نظر
پھر ضبطِ آرزو سے بدن ٹوٹنے لگا
Phir waza e ehtiat se dhundla gaiy nazar
Phir zabt e arzu se badan tootne laga


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo