Door Tak Chaye Thay Badal Aur Kahein Saya Na Tha Is Tarah Barsat Ka Mousam Aaya Na Tha



Door Tak Chaye Thay Badal Aur Kahein Saya Na Tha

Is Tarah Barsat Ka Mousam Aaya Na Tha

Qateel Shifaai

Kuch Tou Tere Mousam Hi Mujhe Raas Kam Aaye

Aur Kuch Meri Mitti Mein Baghawat Bhi Buhat Thi

Parveen Shakir

Main Aakhir Kon Sa Mousam Tumhare Nam Kar Daita

Yahan Har Aik Mousam Ko Guzar Jane Ki Jaldi Thi

Rahat Indori


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo