Ek umr namu ki khwahish mein mausam ke jabr sähe to khhula Har khushbu aam nahi hoti har phool gulab nahi hota



اک عمر نمو کی خواہش میں موسم کے جبر سہے تو کھلا
ہر خوشبو عام نہیں ہوتی ہر پھول گلاب نہیں ہوتا

مرے چار طرف آوازیں اور دیواریں پھیل گئیں لیکن
کب تیری یاد نہیں آتی اور جی بیتاب نہیں ہوتا
سلیم کوثر

Ek umr namu ki khwahish mein mausam ke jabr sähe to khhula
Har khushbu aam nahi hoti har phool gulab nahi hota

Mere charon taraf awazen aur deevaren phail gayeen lekin
Kab teri yad nahi aiy aur ji betab nahi hota

Saleem Kauser


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo