Fitratan tinka hoon, banta hoon sahara jis ka Wo dubo kar mujhe khud paar chala jata hai



فطرتاً تنکا ہوں، بنتا ہوں سہارا جس کا
وہ ڈبو کر مجھے خود پار چلا جاتا ہے
Fitratan tinka hoon, banta hoon sahara jis ka
Wo dubo kar mujhe khud paar chala jata hai

 
غم کی تشہیر سے ہم نے یہ سبق پایا ہے
غم وہیں رہتا ہے غمخوار چلا جاتا ہے
Ghamkhwar ki tash-heer se hum ne ye sabaq paya hai
Gham wahin rehta hai ghamkhwar chala jata hai


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo