Hum namurad e shauq jiye bhi to kia jiye Ana tha muft ye bhi ek ilzam aa gaya



ہم نامُرادِ شوق جِیے بھی تو کیا جِیے
آنا تھا مُفت یہ بھی اِک الزام، آ گیا

کیا کیا نِگاہِ دوست ہُوئی مجھ سے بدگماں
دَم بھر کے واسطے بھی جو آرام آ گیا
جگر مُراد آبادی

Hum namurad e shauq jiye bhi to kia jiye
Ana tha muft ye bhi ek ilzam aa gaya

Kia kia nigah e dost hui mujh se bad guman
Dam bhar ke waste bhi jo aram aa gaya

Jigar Murad Abadi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo