Lakh doori ho magar ehd nibhate rehna Jab bhi barish ho, mera soag manate rehna



لاکھ دُوری ہو مگر عہد نبھاتے رہنا
جب بھی بارش ہو، میرا سوگ مناتے رہنا

تم گئے ہو تو سرِ شام یہ عادت ٹھہری
بس کنارے پہ کھڑے ہاتھ ہلاتے رہنا

ایک مدت سے یہ معمول ہوا ہے اب تو
آپ ہی روٹھنا اور آپ مناتے رہنا

Lakh doori ho magar ehd nibhate rehna
Jab bhi barish ho, mera soag manate rehna

Tum gaye ho to sar e sham ye adat thehri
Bas kinare pe khhade hath hilate rehna

Aik muddat se ye mamool hua hai ab to
Ap hi roothna aur ap manate rehna


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo