Ab wohi harf e junoon sab ki zuban thehri hai Jo bhi chal nikli hai wo bat kahan thehri hai



اب وہی حرفِ جنوں سب کی زباں ٹھہری ہے
جو بھی چل نکلی ہے، وہ بات کہاں ٹھہری ہے

وصل کی شب تھی تو کس درجہ سبک گزری تھی
ہجر کی شب ہے تو کیا سخت گراں ٹھہری ہے
فیض احمد فیض

Ab wohi harf e junoon sab ki zuban thehri hai
Jo bhi chal nikli hai wo bat kahan thehri hai

Wasl ki shab thi to kis darja subuk guzri thi
Hijr ki shab hai to kia sakht giran thehri hai

Faiz Ahmed Faiz


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo