حصولِ دید سے مشروط کب ہے جذبۂ دل
مجھے تو پیار تیرے نام پر بھی آتا ہے
Husool e Deed Se Mashroot Kab Hai Jazba e Dil
Mujhe Tou Piyar Tere Nam Par Bhi Aata Hai
میں ہِجر و وصل کی حد سے گزر گیا شاید
تو سامنے بھی نہیں اور نظر بھی آتا ہے
Main Hijar o Wasal Ki Had Se Guzar Gaya Shayed
Tu Samne Bhi Nahi Aur Nazar Aata Hai
عظیم راہی
Azeem Rahi
No comments:
Post a Comment