Khayal e yar tere silsile nashon ki ruten Jamal e yar, teri jhalkiyan gulab ke phool



خیال یار ترے سلسلے نشوں کی رتیں
جمال یار، تری جھلکیاں گلاب کے پھول
Khayal e yar tere silsile nashon ki ruten
Jamal e yar, teri jhalkiyan gulab ke phool

 
یہ کیا طلسم ہے یہ کس کی یاسمیں بانہیں
چھڑک گئی ہیں جہاں در جہاں گلاب کے پھول
Ye kia tilism hai ye kis ki yasmeen banhen
Chhidak gaiy hain jahan dar jahan gulab ke phool

 
مجید امجد 

Majeed Amjad

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo