Nazren mila raha hoon main ek khush balaa ke sath Youn kamsini mein khhel raha hoon qaza ke sath



نظریں ملا رہا ہوں میں اک خوش بلا کے ﺳاتھ
یوں کمسنی میں کھیل رہا ہوں قضا کے ﺳاتھ

Nazren mila raha hoon main ek khush balaa ke sath
Youn kamsini mein khhel raha hoon qaza ke sath

 
شرم و حیا سے پلکیں جھکیں ہم کو دیکھ ﮐﺮ
وا رازِ دل کیا بھی مگر کس ادا کے ﺳاتھ

Sharm o haya se palken jhukeen hum ko dekh kar
Wa raz e dil kiya bhi magar kis ada ke sath

 
زائلؔ جتوئی
Zaail Jatoi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo