Phir kaun bhalaa dad e tabassum inhen de ga Royen gi bohat mujh se bichhad kar teri ankhen



پھر کون بھلا داد تبسم انہیں دے گا
روئیں گی بہت مجھ سے بچھڑ کر تری آنکھیں
Phir kaun bhalaa dad e tabassum inhen de ga
Royen gi bohat mujh se bichhad kar teri ankhen

 
ممکن ہو تو اک تازہ غزل اور بھی کہدوں
پھر اوڑھ نہ لیں خواب کی چادر تیری آنکھیں
Mumkin ho to ek taza ghazal aur bhi keh doon
Phir odh na len khwab ki chadar teri ank
hen

 
محسن نقوی
Mohsin Naqvi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo