Teri khushbu se mere dil mein khhule dard ke phool So gaiy thi jo balaa phir se jagah di tu ne



تیری خوشبو سے مرے دل میں کِھلے درد کے پھول
سو گئی تھی جو بلا پھر سے جگا دی تُو نے
Teri khushbu se mere dil mein khhule dard ke phool
So gaiy thi jo balaa phir se jagah di tu ne

 
وہ ترے پاس سے چپ چاپ گزر کیسے گیا
دلِ بیتاب قیامت نہ اٹھا دی تُو نے

Wo tere paas se chup chap guzar kaise gaya
Dil e betab qayamat na utha di tu ne

 
شہزاد احمد
Shehzad Ahmed


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo