Tum Batao Mujhe Lagta Hai Faqat Nam Ka Hai Dil Dhadakny Ke Elawa Bhi Kisi Kam Ka Hai
تم بتاؤ مجھے لگتا ہے، فقط نام کا ہے
دل دھڑکنے کے علاوہ بھی کسی کام کا ہے
Tum Batao Mujhe Lagta Hai Faqat Nam Ka Hai
Dil Dhadakny Ke Elawa Bhi Kisi Kam Ka Hai
تم نے تحفے میں مجھے پھول کیوں بھجوائے ہیں
جبکہ ملنے کا ارادہ بھی اسی شام کا ہے
Tum Ne Tuhfe Mein Mujhe Phool Kyun Bhaijwaye Hein
Jabkeh Milny Ka Iradah Bhi Isi Sham Ka Hai
معید مرزا
Mueed Mirza
Comments
Post a Comment