Yad wo aye gi lekin Halaat na hon ge mere bas mein



یاد وہ آئے گی لیکن
حالات نہ ہوں گے میرے بس میں
کھو جائیں گے تاویلوں میں
سارے وعدے، ساری قسمیں
Yad wo aye gi lekin
Halaat na hon ge mere bas mein
Khho jayen ge taveelon mein
Sare wade, sari qasmen

 
مِلنے اور بچھڑنے کو میں
اِس دُنیا کی ریت کہوں گا
اپنا جی بہلانے کو پھر
نظمیں، غزلیں، گیت کہوں گا

Milne aur bichhadne ko main
Is duniya ki reet kahoon ga
Apna ji behlane ko phir
Nazmen, ghazlen, geet kahoon ga

 
قتیلؔ شفائی
Qateel Shifaiy


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo