Yan koi mod, koi dasht koi ghhaat nahi Jis ke parde mein mera maah e ravan doob sake



یاں کوئی موڑ، کوئی دشت کوئی گھات نہیں
جس کے پردے میں‌ مرا ماہِ رواں ڈوب سکے

تم سے چلتی رہے یہ راہ یونہی اچھا ہے
تم نے مڑ کر بھی نہ دیکھا تو کوئی بات نہیں
فیض احمد فیض

Yan koi mod, koi dasht koi ghhaat nahi
Jis ke parde mein mera maah e ravan doob sake

Tum se chalti rahe ye raah younhi, acha hai
Tum ne mud kar bhi na dekha to koi bat nahi

Faiz Ahmed Faiz


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo