Bara Hi Tujhe Kaha Tha Mujhe Apna Na Bana

 

Poet Wasi Shah

 

Bara Hi Tujhe Kaha Tha Mujhe Apna Na Bana,

Ab Mujhe Chor K Dunia Mein Tamasha Na Bana,

Na Dikha Paye Ga Too Khawab Meri Aankhon K,

Ab Bhi Kehta Hon Musawir Mera Chehra Na Bana,

Aik Yehi Gham Mere Marne K Liye Kafi Hai,

Jaisa Ton Chahta Tha Mujh Ko Main Waisa Na Bana,

Aik Bat Aur Patay Ki Main Bataon Tujh Ko,

Aakhrat Banti Chali Jaye Gi Dunia Na Bana,

Ye Khuda Ban K Reayat Nahi Karte Hain, WASI

Husn Walon Ko Kabhi Qibla-o-Qaba Na Bana...............!

 

2 comments:

  1. sooooooooooooooooooooooooooooooooooooooo nice

    ReplyDelete
  2. i like this your poetry soooooooooooooo nice

    ReplyDelete

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo