Sar-E-Lamakaan Se Talab Hoi

 

 

================

MORNING GHAZAL

============== ==

 

Sar-E-Lamakaan Se Talab Hoi,

Soo-E-Muntaha Wo Chala NABI,

Koi Hadd Hai UN K Urooj Ki?

*BALAGHAL-ULA-BI-KAMAALIHI*

Rukh-E-MUSTAFA Ki Ye Roshni,

Ye Tajalliyon Ki

Hama-Hami,

K Har Ik Cheez

Chamak Uthhi,

*KASHAF-AD-DUJA

BI-JAMAALIHI*

Ye Kamal-E-Haqq-E-

MOHAMMADI,

K Har Ik Pe Chasham-E-Karam Rahi,

Sar-E-Hashr Naara-e-Ummati,

*HASONAT-JAMEE'-O-KHISAALIHI*

BA-KHUDA Hai Ishq-E-MOHAMMADI,

Mera Zikr-O-Fikr

Hai Bas Yehi,

SALLU-ALAEEHI-WA-AALHI.

Subha Bakhair

 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo