Rah Aasan Ho Gai Ho Gi
 
Jan Pehachan Ho Gai Ho Gi

Phir Palat Kar Nigah Nahi Aai

 

 

Poet Wasiq Ali Athar

 

Rah Aasan Ho Gai Ho Gi

Jan Pehachan Ho Gai Ho Gi

Phir Palat Kar Nigah Nahi Aai,

Tujh Pe Quraban Ho Gai Ho Gi,

Terii Zulfon Ko Cherti Thi Saba,

Khud Pareshan Ho Gai Ho Gi,

Mout Se Tere Dard Mandon Ki,

Mushkil Aasaan Ho Gai Ho Gi,

Un Se Bhi Cheen Lo Gay Yad Apni,

Jin Ka Iman Ho Gai Ho Gi,

Dil Kii Taskeen Poochte Hain Aap,

Haan Meri Jan Ho Gai Ho Gi,

Marne Walon Pe WASIQ Hairat Kion,

Mout Aasan Ho Gai Ho Gi.................! 

 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo