Lagta Nahi Hai Dil Mera Ujre Daiyar Mein

Kis Ki Bani Hai Aalam-E-Na Paidar Mein

 

 

Poet Bahadur Shah Zafar

Lagta Nahi Hai Dil Mera Ujre Daiyar Mein

Kis Ki Bani Hai Aalam-E-Na Paidar Mein

Keh Do In Hasraton Se Kahein Aur Ja Basein,

Itni Jaga Kahan Hai Dil-E-Daghdar Mein,

Umr-E-Daraz Mang Kar Laye Thay Chaar Din,

Do Aarzoo Mein Kat Gaye Do Intazar Mein,

Kitna Hai Bad Naseeb Zafar! Dafan K Liye,

Do Gaz Zameen Bhi Na Mili Kooe-E-Yar Mein.

 

 

1 comment:

  1. Bahadur Shah Zafar's finest piece of ovelappping poetry and philiodphy. His poetry reflects the actuals of human limitations.
    Thank you for posting this brilliant verse.

    ReplyDelete

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo