Dil Dharkane Ka Sabab Yad Aaya Wo Teri Yad Thi Ab Yad Aaya

 

Poet Nasir Kazmi

 

Dil Dharakne Ka Sabab Yaad Aya,

Wo Teri Yad Thi Ab Yad Aaya,

Dil Dharakne Ka Sabab Yad Aya,

Aaj Mushkil Tha Sambhalna Aye Dost,

Too Museebat Mein Ajab Yad Aaya,

Wo Teri Yad Thi Ab Yad Aaya,

Dil Dharhkne Ka Sabab Yad Aaya

Din Guzara Tha Bari Mushkil Se,

Phir Tera Wada-E-Sham Yad Aaya,

Wo Teri Yad Thi Ab Yad Aaya,

Dil Dharakne Ka Sabab Yad Aya

Haal-E-Dil Hum Bhi Sunate Lekin,

Jab Wo Rukhsat Howa Tab Yad Aaya,

Wo Teri Yad Thi Ab Yad Aaya,

Dil Dharakne Ka Sabab Yad Aya,

Beth Kar Saya-E-Gul Mein NASIR,

Hum Bahut Roye Wo Jab Yad Aaya,

Wo Teri Yad Thi Ab Yad Aaya,

Dil Dharakne Ka Sabab Yad Aya,

Wo Teri Yad Thi Ab Yad Aaya,

Dil Dharakne Ka Sabab Yad Aya...............!

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo