Dil K Band Makaan Mein Khawahishein Saskti Hain Ishq Been Karta Hai Chahtein Saskti Hain

شاعر عنصر خان عنصر نیازی
انتخاب اجڑا دل
دل کے بند مکان میں خواہشیں سسکتی ہیں
عشق بیں کرتا ہے چاہتیں سسکتی ہیں
میرے اندر آج بھی دور تک اندھیرا ہے
میرے اندر آج بھی وحشتیں سسکتی ہے
جن کو میری ذات پر اعتماد تھا پیارے
آج بھی وہ خوبرو عورتیں سسکتی ہے
اب تیرے وجود کی کوئی ضرورت ہی نہیں
اب تو جان بوجھ کر یے رتیں سسکتی ہے
کچے گھر کے آنگنوں میں کھیلتی ہیں چاہتیں
پکے گھروں میں چاند جیسی صورتیں سسکتی ہے

Poet Ansar Khan Ansar Niazi

Typed
By
*_UJRRA_DIL_*

Dil K Band Makaan Mein Khawahishein Saskti Hain

Ishq Been Karta Hai Chahtein Saskti Hain

Mere Andar Aaj Bhi Door Tak Andhera Hai,

Mere Andar Aaj Bhi Wehshtein Saskti Hain,

Jin Ko Meri Zaat Par Aetmad Tha Pyaare,

Aaj Bhi Wo Khoobroo Aurtein Saskti Hain

Ab Tere Wajood Ki Koi Zaroorat Hi Nahi,

Ab To Jaan Boojh Kar Ye Rutein Saskti Hain,

Kache Ghar K Aangnoon Mein Khelti Hain Chahtein,

Pake Ghar Mein Chaand Jesi Soortein Saskti Hain.................*

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo