Na Kaheen Jahan Mein Aman Mili, Jo Aman Mili To Kahan Mili Mere Jurm-e-Khana Kharab Ko Tere Ufuw-e-Banda Nawaz Mein




(1)
Na Kaheen Jahan Mein Aman Mili, Jo Aman Mili To Kahan Mili
Mere Jurm-e-Khana Kharab Ko Tere Ufuw-e-Banda Nawaz Mein

My dark misdeeds found no refuge in the wide world
The only refuge they found was in Your Gracious Forgiveness
(2)
Kabhi Ae Haqiqat-e-Muntazir! Nazar Aa Libas-e-Majaz Mein
Ke Hazar Sajde Tarap Rahe Hain Meri Jabeen-e-Niaz Mein

For once, O awaited Reality, reveal Yourself in a form material,
For a thousand prostrations are quivering eagerly in my submissive brow.

IQBAL
 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo