Ankhein hain muntazer mere deedar-e-yaar ki Kya jane kab saher ho shab-e-intezaar ki



آنکھیں ہیں منتظر میرے دیدارِ يارکى
کیا جانے کب سحر ہو شبِ انتظار کی

Ankhein hain muntazer mere deedar-e-yaar ki
Kya jane kab saher ho shab-e-intezaar ki

شیشے کا خواب دیکھا تھا وہ چور ہو گیا
آ ىء ہے زندگی میں حقیقت بہار کی

Sheeshay ka khuwaab dekha tha woh choor hogaya
Ayi hai zindagi mein Haqeeqat bahaar ki

جانِ حيات ہیں جو وہ میرے نصیب کے
نسبت بنى ہے آج ہمارے وہ پیار کی

Jaane hayat hain jo woh mere naseeb ke
Nisbat bani hai aaj hamre woh piyaar ki

syed Ismail

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo