Us ny kaha tum mein pehli si baat nahi
Main ny kaha zindagi mein tera saath nahi
Us ny kaha ab bhi kisi ki aankhon mein doob jaatay ho?
Main ny kaha ab kisi ki aankhon mein woh baat nahi
Us ny kaha kyun itna toot kar chaaha mujhay?
Main ny kaha insaan hoon, pathar zaat nahi
Us ny kaha kya main bewafaa hoon?
Main ny kaha mujhay ab wafa ki talaash nahi
Us ny kaha bhool jaao mujhay
Main ny kaha tum haqeeqat ho, koi khawab nahi
No comments:
Post a Comment