Chand ko kiun kehtey ho, na nikla karey Jo thorey se chandni baki hae Andherey mein badal jae gee



12.1.18 my latest

Chand ko kiun kehtey ho, na nikla karey
Jo thorey se chandni baki hae
Andherey mein badal jae gee
Phael chukey hein raat ke tareekian
Tum, raat ko yaad kertey ho
Lo m wo phael gae
Wo tumharey her gali
Her ghar per pheli hae
Her chehra afsurda hae
Her ghar ke ye kahani hae
Phel chukey hein andherey
Chandni khatam ho gae hae
Her jaga hoo ka alam hae
Chand ke chaandni, khatam ho gae
Lo andherey phael gae
Apni mati ko andheron se bacha lo

Farquleet Mahmood

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo