Gulshan ko bahaaron ne Iss tarha nawaza hai Har shakh ke kandhon par kaliyon ka janaza hai



Gulshan ko bahaaron ne Iss tarha nawaza hai
Har shakh ke kandhon par kaliyon ka janaza hai
Masti bhi umeedein bhi hasrat bhi udaasi bhi
Mujh ko teri aankhon ne har tarha nawaaza hai
Saghar Azmi

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo