Ho Jo Chaahat,To Tapak Parhti Hai Khud Aankhon se Aye Merey Dost,Bataaney. Ki Zaroorat Kiya Thi



ہو جو چاہت تو ٹپک پڑتی ہے خُود آنکھوں سے
اے مرے۔ دوست بتانے کی ضرُورت کیا تھی

اتنے حساس ہین سانسون سے پگھل جاتے ہین
بجلیان۔ ہم۔ پہ گرانے کی ضرورت کیا تھی

ہم تو پہلے ہی ترے حق۔ مین تہی۔ دست ہُوۓ
آیسے گھائل پہ نشانے۔ کی۔ ضرُورت کیا تھی؟

Ho Jo Chaahat,To Tapak Parhti Hai Khud Aankhon se
Aye Merey Dost,Bataaney. Ki Zaroorat Kiya Thi

Itney Hassas Hein ,Sanson se Pighal Jatey Hein
Bijaliyaan Humm peh Giraaney Ki Zaroorat Kiya Thi

Humm To Pehley Hi Terey Haqq Mein Tahii Dast Huyey
Aisey Ghaayel pe Nishaaney Ki Zaroorat Kiya Thii?

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo