Ruswayiyon par ikhtiyar kahan Anjuman mein reh ke dekh Maukoof har shakhs Nazar-e-Karam par hai



Ruswayiyon par ikhtiyar kahan
Anjuman mein reh ke dekh
Maukoof har shakhs
Nazar-e-Karam par hai

Aaghosh mein ho
sanam ki sar
Aur be-Wajah hi
Naseeb ho jaye meharbaan
Yeh zaroori to nahi

Hum apni kam-naseebi se
Kyo kar nijat payein
Shabnami ehsas lutayein
Khud sari mein Woh
haqeeqatan zahe -Naseeb ho
Yeh zaroori to nahi


Jyoti

Ikhtiyar = control
Anjuman = esteemed gathering
Maukoof = dependent

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo