Posts

Showing posts from February, 2020

Fursatein Milein Jab Bhi Ranjishein Bhula Dena Kon Jane Sanson Ki Muhlatein Kahan Tak Hain

Image
فرصتیں ملیں جب بھی رنجشیں بھلا دینا کون جانے سانسوں کی مہلتیں کہاں تک ہیں آؤ جانچ لیتے ہیں درد کے ترازو پر کس کے غم کہاں تک ہیں شدتیں کہاں تک ہیں ایک شام آ جاؤ کھُل کے حالِ دل کہہ لیں کون جانے سانسوں کی مہلتیں کہاں تک ہیں کچھ عزیز لوگوں سے پوچھنا تو پڑتا ہے آج کل محبت کی قیمتیں کہاں تک ہیں فرصتیں ملیں جب بھی رنجشیں بھلا دینا کون جانے سانسوں کی مہلتیں کہاں تک ہیں

Sar e mehshr bhi ham tujhe hi pukarenge Khuda rakhe ta azal mera ishq salamat

Image
سر محشر بھی ہم تجھے ہی پکاریں گے خدا رکھے تا ازل میرا عشق سلامت सर ए मह़शर भी हम तुझे ही पुकारेगें खुदा रखे ता अज़ल मेरा ईश्क सलामत Sar e mehshr bhi ham tujhe hi pukarenge Khuda rakhe ta azal mera ishq salamat Na Maloom

ye ada-e-be-niyazi tujhe bewafa mubarak magar aisi be-ruKHi kya ki salam tak na pahunche

Image
ye ada-e-be-niyazi tujhe bewafa mubarak magar aisi be-ruKHi kya ki salam tak na pahunche

Jis Fankaar Ka Shahkaar Ho Tum Us Ne Sadiyon Tumhein Socha Hoga

Image

Zabt Kehta Hai Khamooshi Main Basar Ho Jaye Dard Ki Zid Hai K Dunia Ko Khabar Ho Jaye

Image
Zabt Kehta Hai Khamooshi Main Basar Ho Jaye Dard Ki Zid Hai K Dunia Ko Khabar Ho Jaye

Chahat Ke Lafz Sare Baghawat Mein Dhal Gaye Jalti Hoi Ana Ka Alav Bhi Khoob Tha

Image
چاہت کے لفظ سارے بغاوت میں ڈھل گئے جلتی ہوئی انا کا الاؤ بھی خوب تھا Chahat Ke Lafz Sare Baghawat Mein Dhal Gaye Jalti Hoi Ana Ka Alav Bhi Khoob Tha آنسو بھی کر سکے نہ حقیقت کو بے نقاب تیری طرف سے آخری گھاؤ بھی خوب تھا Aansoo Bhi  Kar Sakay Na Haqeeqat Ko Be-Naqaab Teri Taraf Se Aakhiri Ghav Bhi Khoob Tha

Mansoob Thay Jo Log Meri Zindagi Ke Saath Aksar Wahi Mily Hain Badi Be-Rukhi Ke Saath

Image
ﻣﻨﺴﻮﺏ ﺗﮭﮯ ﺟﻮ ﻟﻮﮒ ﻣﺮﯼ ﺯﻧﺪﮔﯽ ﮐﮯ ﺳﺎﺗﮫ ﺍﮐﺜﺮ ﻭﮨﯽ ﻣﻠﮯ ﮨﯿﮟ ﺑﮍﯼ ﺑﮯ ﺭﺧﯽ ﮐﮯ ﺳﺎﺗﮫ ﯾﻮﮞ ﺗﻮ ﻣﯿﮟ ﮨﻨﺲ ﭘﮍﺍ ﮨﻮﮞ ﺗﻤﮩﺎﺭﺋﮯ ﻟﺌﮯ ﻣﮕﺮ ﮐﺘﻨﮯ ﺳﺘﺎﺭﮮ ﭨﻮﭦ ﭘﮍﮮ ﺍﮎ ﮨﻨﺴﯽ ﮐﮯ ﺳﺎﺗﮫ ﻓﺮﺻﺖ ﻣﻠﮯ ﺗﻮ ﺍﭘﻨﺎ ﮔﺮﯾﺒﺎﮞ ﺑﮭﯽ ﺩﯾﮑﮫ ﻟﮯ ﺍﮮ ﺩﻭﺳﺖ ﯾﻮﮞ ﻧﮧ ﮐﮭﯿﻞ ﻣﺮﯼ ﺑﮯ ﺑﺴﯽ ﮐﮯ ﺳﺎﺗﮫ ﻣﺠﺒﻮﺭﯾﻮﮞ ﮐﯽ ﺑﺎﺕ ﭼﻠﯽ ﮨﮯ ﺗﻮ ﻣﺌﮯ ﮐﮩﺎﮞ ﮨﻢ ﻧﮯ ﭘﯿﺎ ﮨﮯ ﺯﮨﺮ ﺑﮭﯽ ﺍﮐﺜﺮ ﺧﻮﺷﯽ ﮐﮯ ﺳﺎﺗﮫ ﭼﮩﺮﮮ ﺑﺪﻝ ﺑﺪﻝ ﮐﮯ ﻣﺠﮭﮯ ﻣﻞ ﺭﮨﮯ ﮨﯿﮟ ﻟﻮﮒ ﺍﺗﻨﺎ ﺑﺮﺍ ﺳﻠﻮﮎ ﻣﺮﯼ ﺳﺎﺩﮔﯽ ﮐﮯ ﺳﺎﺗﮫ؟ ﺍﮎ ﺳﺠﺪﮦ ﺧﻠﻮﺹ ﮐﯽ ﻗﯿﻤﺖ ﻓﻀﺎﺋﮯ ﺧﻠﺪ ﯾﺎ ﺭﺏ ﻧﮧ ﮐﺮ ﻣﺬﺍﻕ ﻣﺮﯼ ﺑﻨﺪﮔﯽ ﮐﮯ ﺳﺎﺗﮫ ﻣﺤﺴﻦ ﮐﺮﻡ ﮐﯽ ﻟﮯ ﺑﮭﯽ ﮨﻮ ﺟﺲ ﻣﯿﮟ ﺧﻠﻮﺹ ﺑﮭﯽ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﻏﻀﺐ ﮐﺎ ﭘﯿﺎﺭ ﮨﮯ ﺍﺱ ﺩﺷﻤﻨﯽ ﮐﮯ ﺳﺎﺗﮫ ﻣﺤﺴﻦ ﻧﻘﻮﯼ

Tumhare Nam Ko Hum Ne Dawa e Dard e Dil Jana Tumhare Zikar Ko Hum Ba'as e Taskeen e Jaan Samjhe

Image
‏تمہارے نام کو ہم نے دوائے دردِ دل جانا ‏تمہارے ذکر کو ہم باعثِ تسکینِ جاں سمجھے Tumhare Nam Ko Hum Ne Dawa e Dard e Dil Jana Tumhare Zikar Ko Hum Ba'as e Taskeen e Jaan Samjhe

Khuda Jis Ki Hifazat Ki Haya Jab Thaan Laita Hai Tou Phir Makri Ke Jalon Ki Woh Chadar Taan Daita Hai

Image
Khuda Jis Ki Hifazat Ki Haya Jab Thaan Laita Hai Tou Phir Makri Ke Jalon Ki Woh Chadar Taan Daita Hai Agar Woh Zindagi Lekh Day Samandar Raah De Dega Agar Woh Mout Lekh Dy Tou Machar Jaan Laita Hai

Jane Kia Waqia Hai Hone Ko Dil Buhat Chahta Hai Ronay Ko

Image

Bahut Door Tak Jana Padta Hai Sirf Ye Jan'nay Ke Liye Keh Nazdeek Kon Hai

Image
بہت دور تک جانا پڑتا ہے صرف یہ جاننے کیلئے کہ نزدیک کون ہے Bahut Door Tak Jana Padta Hai Sirf Ye Jan'nay Ke Liye Keh Nazdeek Kon Hai  

Guzarna Tha Jinhein Pehlo Mein Tere Woh Sab Din Bin Guzare Reh Gaye Hain

Image
گزرنا تھا جنہیں پہلو میں تیرے وہ سب دن بن گزارے رہ گئے ہیں اتباف ابرک Guzarna Tha Jinhein Pehlo Mein Tere Woh Sab Din Bin Guzare Reh Gaye Hain Atbaf Abrak

Meri Shakast Mein Kaya Kaya They , Muzmeraat , Na Pooch Adduw Ka Haath Tha , Aur Chaal , Aashna Ki Thi

Image
میری شکَست میں کیا کیا تھے مُضمرات ، نہ پُوچھ عَدُو کا ہاتھ تھا ، اَور چال آشنا کی تھِی Meri Shakast Mein Kaya Kaya They , Muzmeraat , Na Pooch Adduw Ka Haath Tha , Aur Chaal , Aashna Ki Thi

Guzre Hoe Taweel Zamane Ke Baad Bhi Dil Me Raha Woh Chod Ke Jane Ke Baad Bhi

Image
گُزرے ہوئے طویل زمانے کے بعد بھی دِل میں رہا وہ چھوڑ کے جانے کے بعد بھی پہلو میں رہ کے دِل نے دیا ہے بہت فریب رکھا ہے اُس کو یاد بُھلانے کے بعد بھی وہ حسن ہے کسی میں نہیں تابِ دِید کی پنہاں ہے وہ نقاب اُٹھانے کے بعد بھی قُربت کے بعد اور بھی قُربت کی ہے تلاش دِل مطمئں نہیں تیرے آنے کے بعد بھی گو تُو یہاں نہیں ہے مگر تُو یہیں پہ ہے تیرا ہی ذِکر ہے تیرے جانے کے بعد بھی ساری زمیں کا نُور بھی سُورج نہ بن سکا شب ہی رہی چراغ جلانے کے بعد بھی نارِ حسد نے دِل کو جلایا ہے یوں عدیم یہ تو نشاں رہے گا مِٹانے کے بعد بھی لگتا ہے کُچھ کہا ہی نہیں ہے اُسے عدیم دِل کا تمام حال سُنانے کے بعد بھی

Jo Khayal Thay Na Qiyas Thay Wahi Log Mujh Se Bichad Gaye Jo Muhabbaton Ke Aasaas Thay Wahi Log Mujh Se Bichad Gaye

Image
جو خیال تھے نہ قیاس تھے وہی لوگ مجھ سے بچھڑ گئے جو محبتوں کے اساس تھے وہی لوگ مجھ سے بچھڑ گئے جنہیں مانتا ہی نہیں یہ دل، وہی لوگ میرے ہیں ہمسفر مجھے ہر طرح سے جوراس تھے وہی لوگ مجھ سے بچھڑ گئے مجھے لمحہ بھر کی رفاقتوں کے سراب اور ستائیں گے میری عمر بھر کی جو پیاس تھے وہی لوگ مجھ سے بچھڑ گئے یہ خیال سارے ہیں عارضی،یہ گلاب سارے ہیں کاغذی گلِ آرزو کی جو باس تھے وہی لوگ مجھ سے بچھر گئے جنہیں کر سکا نہ قبول میں،وہ شریک راہِ سفر ہوئے جو مری طلب مِری آس تھے وہی لوگ مجھ سے بچھڑ گئے مری دھڑکنوں کے قریب تھے ،مری چاہ تھے ،مرا خواب تھے جو روز و شب مرے پاس تھے وہی لوگ مجھ سے بچھڑ گئے اعتبار ساجد

Ussay Kehna Ussay Hum Yaad Karte Hain Ussay Kehna

Image
اسے کہنا اسے ہم یاد کرتے ہیں اسے کہنا اداسی جب رگوں میں خون کی مانند اترتی ہے بہت نقصان کرتی ہے اسے کہنا پرندوں کی جدائی پر شجر جب بین کرتے ہیں بہت بے چین کرتے ہیں اسے کہنا بساط عشق میں جب مات ہوتی ہے دکهوں کے شہر میں جب رات ہوتی ہے ہم اس دم اپنی آنکهوں میں اسے آباد کرتے ہیں اسے کہنا دیے جب شام کی دہلیز پہ جلنے آتے ہیں ستارے آسمان پر جب ٹمٹماتے ہیں چاندنی جب پهولوں پر پڑتی ہے بہت ہی خوب لگتی ہے ہم اس دم اپنی آنکهوں میں اسے آباد کرتے ہیں اسے کہنا اسے ہم یاد کرتے ہیں

Aks kitnay utar gaye mujh mein phir na janay ,kidhar gaye mujh mein

Image
Aks kitnay utar gaye mujh mein phir na janay ,kidhar gaye mujh mein main ne chaha tha,zakhm bhar jaaen zakhm hi zakhm,bhar gaye mujh mein main woh pal tha,jo khaa gaya sadyaan sab zamaanay,guzar gaye mujh mein ye jo main hoon,zara sa baaqi hoon WO JO TUM THAY,WOH MAR GAYE MUJH MEIN

Chalo Ham Maan Lete Hain Tumhen Hum Kho Chuke Lekin Tumhari Yaad Ab Tak Bhi Hamen Betaab Rakhti Hai

Image
Chalo Ham Maan Lete Hain Tumhen Hum Kho Chuke Lekin Tumhari Yaad Ab Tak Bhi Hamen Betaab Rakhti Hai Hamaari Saans Ab Tak Bhi Tmhaari Aas Rkhti Hai Mgr Ab Ye Bhi Sunte Hain Tumhaari Raah Roshan Hai Tumhen Hai Mil Gaya Koi Magar Afsos Ham Jesa Agar Paao Kahin Tum To Mujhe Do Lufz Likh Dena K MANZIL MIL GAI MUJH KO

o dais say anay walay bata kiss haal mein hein yaran-e-watan awar-e-ghurbat ko bhi suna kis rang mein hein kinaan-e-watan wo bagh-e-watan firdaus-e-watan wo suroor-e-watan rehan-e-watan

Image
o dais say anay walay bata o dais say anay walay bata kiss haal mein hein yaran-e-watan awar-e-ghurbat ko bhi suna kis rang mein hein kinaan-e-watan wo bagh-e-watan firdaus-e-watan wo suroor-e-watan rehan-e-watan o dais say anay walay bata o dais say anay walay bata kia ab bhi watan mein wesay he sarmast nazaray hotay hein kia ab bhi suhani raton ko wo chand sitaray hotay hein hum khel jo khela kartay thay kia ab bhi so saray hotay hein o dais say anay walay bata o dais say anay walay bata shadab shagufta pholon say mamoor hein gulzar ab k nahi bazar mein malan lati he pholon k gundhay haar ab k nahi aur shauq say totay pardtay hein no umer khareedar ab k nahi o dais say anay walay bata o dais say anay walay bata kia ab bhi wahan wesi he jawan aur mudh bhari ratein hoti hein kia rat bhar ab bhi geeton ke aur piyar ki batein hoti hein wo husn k jado chaltay hein wo ishq ki ghatein hoti hein o dais say anay walay bata o dais say anay walay bata kia ab wahan panghat par pinharian

Mere Dhyaan Ki Dahleezein Teri Aahaton Ki Muntazir

Image
میرے دھیان کی دہلیزیں تیری آہٹوں کی منتظر Mere Dhyaan Ki Dahleezein Teri Aahaton Ki Muntazir

Agar tu Mil nahi sakta tou Kuch tadbeer aisi ho Meri ankhon se tujh ko Umar bhar dekha Kare koi

Image
اگر تو مل نہیں سکتا تو کچھ تدبیر ایسی ہو مری آنکھوں سے تجھ کو عمر بھر دیکھا کرے کوئی Agar tu Mil nahi sakta tou Kuch tadbeer aisi ho Meri ankhon se tujh ko Umar bhar dekha Kare koi

wahi karwan wahi raste wahi zindagi wahi marhale magar apne apne maqam par kabhi tum nahin kabhi hum nahin

Image
وہی کارواں، وہی راستے وہی زندگی وہی مرحلے مگر اپنے اپنے مقام پر کبھی تم نہیں کبھی ہم نہیں wahi karwan wahi raste wahi zindagi wahi marhale magar apne apne maqam par kabhi tum nahin kabhi hum nahin

Dil ke na sun ye tum ko faqeer kar dega saqee Ye jo udaas bethaa hai ye Nawab thaa kabhi

Image
دل کی نہ سن یہ تم کو فقیر کر دیگا ساقی یہ جو اداس بیٹھا ہے یہ نواب تھا کبھی Dil ke na sun ye tum ko faqeer kar dega saqee Ye jo udaas bethaa hai ye Nawab thaa kabhi

Ye tera rukh nahen sancha hai mere aankhon ka Ye mere shae hai Mujhe is pe piyar aane dey

Image
یہ تیرا رُخ نہیں , سانچہ ہے میری آنکھوں کا یہ میری شَے ہے , مجھے اس پہ پیار آنے دے Ye tera rukh nahen sancha hai mere aankhon ka Ye mere shae hai  Mujhe is pe piyar aane dey

Kabhi hum saath guzre in sajele raahguzaron se Khizan ke bhais mein girte hain ab pate chanaron ke Ye raahein yaad karte hain ye gulshan yaad karta hai

Image
Kabhi hum saath guzre in sajele raahguzaron se Khizan ke bhais mein girte hain ab pate chanaron ke Ye raahein yaad karte hain ye gulshan yaad karta hai

Shehar k dukandaro Karobar e ulfat mein Sood kia ziyan kia hai Tum na jaan pao ge

Image
شہر کے دوکاندارو کاروبارِ الفت میں سود کیا زیاں کیا ہے تم نہ جان پاؤ گے دل کے دام کتنے ہیں خواب کتنے مہنگے ہیں اور نقدِ جاں کیا ہے تم نہ جان پاؤ گے کوئی کیسے ملتا ہے پھول کیسے کھلتا ہے آنکھ کیسے جھکتی ہے سانس کیسے رُکتی ہے کیسے رہ نکلتی ہے کیسے بات چلتی ہے شوق کی زباں کیا ہے تم نہ جان پاؤ گے وَصل کا سکوں کیا ہے ہجر کا جنوں کیا ہے حُسن کا فسوں کیا ہے عشق کے دروں کیا ہے تم مریضِ دانائی مصلحت کے شیدائی راہِ گمراہاں کیا ہے تم نہ جان پاؤ گے زخم کیسے پھلتے ہیں داغ کیسے جلتے ہیں درد کیسے ہوتا ہے کوئی کیسے روتا ہے اشک کیا ہیں نالے کیا دشت کیا ہیں چھالے کیا آہ کیا فغاں کیا ہے تم نہ جان پاؤ گے نا مُرادِ دل کیسے  صبح شام کرتے ہیں کیسے زندہ رہتے ہیں اور کیسے مرتے ہیں تم کو کب نظر آئی غمزدوں کی تنہائی زیست بے امان کیا ہے تم نہ جان پاؤگے جانتا ہوں میں تم کو ذوقِ شاعری بھی ہے شخصیت سجانے میں اِک یہ ماہری بھی ہے پھر بھی حرف چُنتے ہو صرف لفظ سُنتے ہو اِن کے درمیاں کیا ہے تم نہ جان پاؤ گے جاوید اختر   Shehar k dukandaro Karobar e ulfat mein Sood kia zi

Nazar Nazar Be-Qarar See Hai Nafs Nafs Mein Sharar Sa Hai Main Janta Hoon Keh Tum Na Aaogay Phir Bhi Kuch Intezaar Sa Hai

Image
نظر نظر بیقرار سی ہے نفس نفس میں شرار سا ہے​ میں جا نتا ہوں کہ تم نہ آؤگے پھر بھی کچھ انتظار سا ہے​ ​Nazar Nazar Be-Qarar See Hai Nafs Nafs Mein Sharar Sa Hai Main Janta Hoon Keh Tum Na Aaogay Phir Bhi Kuch Intezaar Sa Hai مرے عزیزو! میرے رفیقو! چلو کوئی داستان چھیڑو​ غم زمانہ کی بات چھوڑو یہ غم تو اب سازگار سا ہے​ Mere Azeezo ! Mere Rafeeqo ! Chalo Koi Dastaan Chedo Gham e Zamana Ki Baat Chodo Ye Gham Tou Ab Saazgaar Sa Hai ​ وہی فسر دہ سا رنگ محفل وہی ترا ایک عام جلوہ​ مری نگاہوں میں بار سا تھا مری نگا ہوں میں بار سا ہے​ Wahi Afsurda Sa Rang Mehfil Wahi Tera Aik Aaam Jalwa Meri Nigahon Mein Baar Sa Tha Meri Nigahon Mein Baar Sa Tha ​ کبھی تو آؤ ! کبھی تو بیٹھو! کبھی تو دیکھو! کبھی تو پوچھو​ تمہاری بستی میں ہم فقیروں کا حال کیوں سوگوار سا ہے​ Kabhi Tou Aao ! Kabhi Tou Baitho ! Kabhi Tou Dekho ! Kabhi Tou Poocho Tumhari Basti Mein Hum Faqeeron Ka Haal Kyon Sogwaar Sa Hai  ​ چلو کہ جشن بہار دیکھیں چلو کہ ظرف بہار جا نچیں​ چمن چمن روشنی ہوئی ہے کلی کلی پہ نکھار سا ہے​ Chalo Keh J

Koi Falsafa nahi Ishq ka, Jahaan Dil jhuke Wahein Sar jhuka Wahein Haath jod ke baith ja, Na Sawaal kar, Na Jawaab de

Image
کوئی فلسفہ نہیں عشق کا, جہاں دل جھکے وہیں سر جھکا وہیں ہاتھ جوڑ کے بیٹھ جا, نہ سوال کر, نہ جواب دے Koi Falsafa nahi Ishq ka, Jahaan Dil jhuke Wahein Sar jhuka Wahein Haath jod ke baith ja, Na Sawaal kar, Na Jawaab de

Tum Bin Jiya Jaaye Kaise Kaise Jiya Jaaye Tum Bin

Image

Roshni Barh Gai Hai Soraj Ki Uss Ne Zulfein Samaitt Li Hongi

Image
روشنی بڑھ گئی ہے سورج کی اس نے زلفیں سمیٹ لی ہوں گی Roshni Barh Gai Hai Soraj Ki Uss Ne Zulfein Samaitt Li Hongi

Shukar Kia Hai In Paidon Ne Sabar Ki Aadat Dali Hai Iss Manzar Se Dekho Barish Hone Wali Hai

Image
شکر کیا ہے ان پیڑوں نے صبر کی عادت ڈالی ہے اس منظر سے دیکھو بارش ہونے والی ہے سوچا یہ تھا وقت ملا تو ٹوٹی چیزیں جوڑیں گے اب کونے میں ڈھیر لگا ہے باقی کمرا خالی ہے بیٹھے بیٹھے پھینک دیا ہے آتش دان میں کیا کیا کچھ موسم اتنا سرد نہیں تھا جتنی آگ جلا لی ہے اپنی مرضی سے سب چیزیں گھومتی پھرتی رہتی ہیں بے ترتیبی نے اس گھر میں اتنی جگہ بنا لی ہے دیر سے قفل پڑا دروازہ اک دیوار ہی لگتا تھا اس پر ایک کھلے دروازے کی تصویر لگا لی ہے ہر حسرت پر ایک گرہ سی پڑ جاتی تھی سینے میں رفتہ رفتہ سب نے مل کر دل سی شکل بنا لی ہے اوپر سب کچھ جل جائے گا کون مدد کو آئے گا جس منزل پر آگ لگی ہے سب سے نیچے والی ہے اک کمرا سایوں سے بھرا ہے اک کمرا آوازوں سے آنگن میں کچھ خواب پڑے ہیں ویسے یہ گھر خالی ہے پیروں کو تو دشت بھی کم ہے سر کو دشت نوردی بھی عادلؔ ہم سے چادر جتنی پھیل سکی پھیلا لی ہے

Bade Logon Se Milne Mein Hamesha Faasla Rakhna Jahan Darya Samandar Se Mila Darya Nahi Rehta

Image

Reyazidaan Ussay Farz Kar Ke Dekhein Tou Reyazi Bhool Hi Jaein Woh Itna Dilkash Hai

Image
رِیاضی دان اُسے فرض کر کے دیکھیں تو رِیاضی بھول ہی جائیں ، وُہ اِتنا دِلکش ہے کہے جو فرض کریں ایکس ، وائے سے ہے بڑا سب ایکس جشن منائیں ، وُہ اِتنا دِلکش ہے جذر بھی لے لیں اَگر دِلکشی کا دِلبر کی جواب گن نہیں پائیں ، وُہ اِتنا دِلکش ہے جو اُس کا مجنوں بنے ، اَرشمیدس اُس کو کہے مجھے رِیاضی پڑھائیں ، وُہ اِتنا دِلکش ہے صفر ، صفر ہے فقط اِس لیے کہ کر نہ سکا شمار اُس کی اَدائیں ، وُہ اِتنا دِلکش ہے کمالِ حُسن کو ہم دو سے ضرب دیتے مگر عدد کہاں سے منگائیں ، وُہ اِتنا دِلکش ہے رِیاضی میں جہاں ’’بے اِنتہا‘‘ بتانا ہو دو آنکھیں اُس کی بنائیں ، وُہ اِتنا دِلکش ہے

Itani aasaani se milti nahin fun ki daulat Dhal gayi umar, tau gazalon pe jawaani aayi

Image
इतनी आसानी से मिलती नहीं फन की दौलत ढल गई उम्र, तो गजलों पे जवानी आई इकबाल अशहर   Itani aasaani se milti nahin fun ki daulat Dhal gayi umar, tau gazalon pe jawaani aayi Iqbal Ashhar

ABHI WAQT HAI MUJHY CHORR JA Abhi Maslehat Ka Muqam hai Abhi Qafalon Ka Qayam hai Abhi Dastras mein hai Zindagi

Image
ABHI WAQT HAI MUJHY CHORR JA Abhi Maslehat Ka Muqam hai Abhi Qafalon Ka Qayam hai Abhi Dastras mein hai Zindagi Abhi Chashm-e-Nam mein hai Roshni Abhi Naqsh-e-Paa Ko Sabaat hai Abhi Kuch Hi Dair Ki Baat hai ABHI WAQT HAI MUJHY CHORR JA Abhi Gard Rah Se Urri Nahi Abhi Kirchiyon mein Baty Nahi Abhi Har Nazara Haseen hai Abhi Subh-e-Nuo Ka Yaqeen hai Abhi Hum Kinaron Pe Hein Kharry ABHI WAQT HAI MUJHY CHORR JA Yeh Safar Nahi Azaab hai Yahan Har Qadam Pe Saraab hai Yahan Bad-Gumani Ka Raaj hai Yahan Be-Wafai Rivaj hai Abhi Hosh Khony K Din Nahi Abhi Tery Rony K Din Nahi ABHI WAQT HAI MUJHY CHORR JA Abhi Sari Nagri Andher hai Abhi Din Nikalny mein Dair hai Abhi Behr-e-Ishq mein Na Utar Abhi Sheher Sara hai Be-Khabar ABHI WAQT HAI MUJHE CHORR JA

Mauj e Bahaar Me Kia Rakha Hai Gul Aur Khaar Me Kia Rakha Hai

Image
موجِ بہار میں کیا رکھا ہے؟ گُل اور خار میں کیا رکھا ہے؟ جاتے ہو بازار کی جانب پر بازار میں کیا رکھا ہے؟ گھر بنتا ہے گھر والوں سے در دیوار میں کیا رکھا ہے؟ ماں سے بہتر کون یہ جانے؟ ماں کے پیار میں کیا رکھا ہے جھکتے ہو دربار پہ جا کے پر دربار میں کیا رکھا ہے اب میں سب کچھ جان چکا ہوں اب اِسرار میں کیا رکھا ہے؟ شہریار جمیل

Ab Dil Ka Safeena Kia Ubhre Toofaan Ki Hawaein Sakin Hain

Image
اب دل کا سفینہ کیا ابھرے طوفاں کی ہوائیں ساکن ہیں اب بحر سے کشتی کیا کھیلے موجوں میں کوئی گرداب نہیں अब दिल का सफ़ीना क्या उभरे तूफ़ाँ की हवाएँ साकिन हैं अब बहर से कश्ती क्या खेले मौजों में कोई गिर्दाब नहीं Ab Dil Ka Safeena Kia Ubhre Toofaan Ki Hawaein Sakin Hain Ab Bahar Se Kashti Kia Khelay Maujon Mein Koi Gardaab Nahi  

Uss Shehar Mein Kitne Chehre The Kuch Yaad Nahi Sab Bhool Gaye Ek Shakhs Kitabon Jaisa Tha Wo Shakhs Zubani Yaad Hua

Image

Aisa na ho jab Khuda say apna hisaab loon tab ye patta chalay qayamat tamaam shud

Image
ایسا نہ ہو جب خدا سے اپنا حساب لوں تب یہ پتہ چلے قیامت تمام شد Aisa na ho jab Khuda say apna hisaab loon tab ye patta chalay qayamat tamaam shud

Aakhiri khwahish jo poochi waqt ne Pehli khwahish muskura kar reh gayi

Image
Aakhiri khwahish jo poochi waqt ne Pehli khwahish muskura kar reh gayi

Bana Rahe Ho Agar Todh Kar Mujhe Mere Khameer Me Weheshat Pe Haath Kam Rakhna

Image

Thoda Sa Aks Chand Keh Paikar Mein Dal Dy Tu Aa Ke Jaan Raat Keh Manzar Mein Dal Dy

Image
تھوڑا سا عکس چاند کہ پیکر میں ڈال دے تو آ ک جان رات کہ منذر میں ڈال دے اے کیف جاگتے پچھلا پھر ہوا اب لاش جیسے جسم کو بستر میں ڈال دے थोड़ा सा अक्स चाँद के पैकर में डाल दे तू आ के जान रात के मंज़र में डाल दे ऐ 'कैफ़' जागते तुझे पिछ्ला पहर हुआ अब लाश जैसे जिस्म को बिस्तर में डाल दे Thoda Sa Aks Chand Keh Paikar Mein Dal Dy Tu Aa Ke Jaan Raat Keh Manzar Mein Dal Dy Aey Kaif Jagtay Pechla Phir Hoa Ab Laash Jaise Jisam Ko Bistar Mein Dal Dy

Itna na yaad Aaya karo ke raat bhar so na sakay Subah ko surkh aankhon ka sabab pochtay hain log

Image
اتنا نہ یاد آیا کرو ک رات بھر سو نہ سکے صبح کو سرخ آنکھوں کا سبب پوچھتے ہیں لوگ Itna na yaad Aaya karo ke raat bhar so na sakay Subah ko surkh aankhon ka sabab pochtay hain log

Kitabon Ki Tarha Bohat Se Alfaaz Hain Hum Mein Aur Kitabon ki Tarha Hi Hum Khamosh Rehte Hain

Image
Kitabon Ki Tarha Bohat Se Alfaaz Hain Hum Mein Aur Kitabon ki Tarha Hi Hum Khamosh Rehte Hain

Agar bazm-e-insaan mein aurat na hoti ! Khayaalon ki rangeen jannat na hoti !

Image
Agar bazm-e-insaan mein aurat na hoti ! Khayaalon ki rangeen jannat na hoti ! Sitaaron ke dilkash fasaane na hote ! Bahaaron ki naazuk haqeekat na hoti ! Jabeenon pe noor-e-masarrat na khilta ! Nigaahon mein shaan-e-murawwat na hoti ! Ghataon ki aamaad ko saawan taraste ! Fizaaon mein behki baghaawat na hoti ! Fakiron ko irfaan-e-hasti na milti ! Ataa zaahidon ko ibaadat na hoti ! Musaafir sada manzilon pe bahakte ! Safeenon ko sahil ki qurbat na hoti ! Har ek phool ka rang feeka sa rehta ! Naseem-e-bahaaran mein nikhat na hoti ! Khudaayi ka insaaf khaamosh rehta ! Suna hai kisi ki shifa'at na hoti !! अगर बज़्म-ए-इंसाँ में औरत ना होती ! ख़यालों की रंगीन जन्नत ना होती ! सितारों के दिलकश फ़साने ना होते ! बहारों की नाजुक हक़ीक़त ना होती ! जबीनों पे नूर-ए-मसरर्रत ना खिलता ! निगाहों में शान-ए-मुरव्वत ना होती ! घटाओं की आमाद को सावन तराशते ! फ़िज़ाओं में बेहकी बग़ावत ना होती ! फकीरों को इरफान-ए-हस्ती ना मिलती ! अता जाहीदो को इबादत ना होती ! मुसाफिर सदा मंज़िलों पे बहकते ! सफीनों को साहिल

Husn Walo Ko Kabhi Qibla o Ka'aba Na Bana Ik Yahi Gham Mere Marne Ke Liye Kafi Hai Jaisa Tu Chahta Tha Mujh Ko Main Waisa Na Bana

Image
Husn Walo Ko Kabhi Qibla o Ka'aba Na Bana Ik Yahi Gham Mere Marne Ke Liye Kafi Hai Jaisa Tu Chahta Tha Mujh Ko Main Waisa Na Bana Wasi Shah

Na tadpane ki ijazat hai na fariyad ki hai Ghut ke mar jaaun ye marzi mere sayaad ki hai

Image
Na tadpane ki ijazat hai na fariyad ki hai Ghut ke mar jaaun ye marzi mere sayaad ki hai

Pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai Apne hi ghar mein kisi dosre ghar ke hum hain

Image
Pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai Apne hi ghar mein kisi dosre ghar ke hum hain Nida Fazli

Umar bhar lekhte rahe phir bhi warq sada raha Na Jane Kiya lafz thay jo hum se tehreer na huay

Image
عمر بھر لکھتے رہے پھر بھی ورق سادہ رہا نہ جانے کیالفظ تھے جو ہم سے تحریر نہ ہوے Umar bhar lekhte rahe phir bhi warq sada raha Na Jane Kiya lafz thay jo hum se tehreer na huay

Sooraj hoon zindagi ki ramaq chhor jaaonga Main doob bhi gaya toh shafaq chor jaaonga

Image
Sooraj hoon zindagi ki ramaq chhor jaaonga Main doob bhi gaya toh shafaq chor jaaonga Sunset from my window