Barsaat mein talaab tau ho jaatey hain kamzarf Baaher kabhi aapey se samandar nahi hota



Different poets - Similar ground - different thoughts

Barsaat mein talaab tau ho jaatey hain kamzarf
Baaher kabhi aapey se samandar nahi hota

Aijaz Rehmani

बरसात में तालाब तो हो जाते हैं कमज़र्फ़
बाहर कभी आपे से समन्दर नहीं होता।

ऐजाज़ रहमानी

Chund aiyyam ki Barsaat se darya ubhrey
Pee gyaa kitney hi darya na samandar ubhra

Sajid Khairabadi

चंद एय्याम की बरसात से दरिया उभरे
पी गया कितने ही दरिया न समन्दर उभरा।

साजिद खैराबादी


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo