Laga ke zakhm badan par qabaayen deta hai Ye Shehryar bhi kya kya sazaayen deta hai



لگا کے ذخم بدن پر قبایں دیتا ہے
یہ شہریار بھی کیا کیا سذاین دیتا ہے
تمام شہر ہے مقتل اُسی کے ہاتھوں سے
تمام شہر اُسی کو دعایں دیتا ہے
احمد فراز

लगा के ज़ख़्म बदन पर क़बाएं देता है
ये शहरयार भी क्या क्या सज़ाएँ देता है
तमाम शहर है मक़तल उसी के हाथों से
तमाम शहर उसी को दुआएँ देता है ।

अहमद फ़राज़
Laga ke zakhm badan par qabaayen deta hai
Ye Shehryar bhi kya kya sazaayen deta hai
Tamaam shehr hai maqtal usi ke haathon se
Tamaam shehr usi ko duaayen deta hai

Ahmad Faraz


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo