Dekh memaar, parinde bhi rahen, ghar bhi bane Naqsha aisa ho koi paed girana na padey



دیکھ معمار، پرندے بھی رہیں، گھر بھی بنے
نقشہ ایسا ہو کوئی پیڑ گرانا نہ پڑے
ہجر ایسا ہو کہ چہرے پہ نظر آ جائے
زخم ایسا ہو کہ دِکھ جائے، دِکھانا نہ پڑے
عمیر نجمی

Dekh memaar, parinde bhi rahen, ghar bhi bane
Naqsha aisa ho koi paed girana na padey

Hijar aisa ho ke chehre pe nazar aa jaye
Zakhm aisa ho ke dikh jaye, dikhana na padey

Umair Najmi


2 comments:

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo