Posts

Showing posts from February, 2021

Saza Mili Hai Muhabbat Ko Intehaaoun Ki Hamare Beech Mein Ik Jang Thi Anaaoun Ki

Image
سَزا ملی ہے محبّت کو انتہاؤں کی ہمارے بیچ میں اک جَنگ تھی اَناؤں کی Saza Mili Hai Muhabbat Ko Intehaaoun Ki Hamare Beech Mein Ik Jang Thi Anaaoun Ki میں اپنی ذات کے دوزخ  میں یوں ہی جلتا رہوں یہی ہے مرضی میرے خود پسند خداؤں کی Main Apni Zaat Ke Dozakh Mein Yun Jalta Rahoon Yahi Hai Marzi Mere Khud Pasand Khudaoun Ki دُکھوں کی دی گئیں مجھ کو ہزار تاویلیں وجہہ کوئی نہ ملی ہجر کی سزاؤں کی Dukhon Ki Di Gaein Mujh Ko Hazar Taweelein Wajah Koi Na Mili Hijar Ki Sazaoun Ki میں اُس مقام سے آگے نکل گیا ہوں بہت کبھی تھی مُجھکو ضَرورت تیری دعاؤں کی Main Us Muqaam Se Aagay Nikal Gaya Hoon Buhat Kabhi Thi Mujh Ko Zarorat Teri Duaoun Ki ہوۓ تھے کشمکشِ زیست سے ابھی فارغ اُدھر طویل تھی فہرست اک خطاؤں کی Hoe Thay Kashmakash e Zeest Se Abhi Farigh Udhar Taweel Thi Farhest Ik Khataoun Ki بچھڑ نہ جاؤں کہیں ابتلاء کے ساتھی سے مجھے عزیز ہے زنجیر اپنے پاؤں کی Bichad Na Jaoun Kahein Ibtila Ke Saathi Se Mujhe Azeez Hai Zanjeer Apne Pavon Ki میں ایک گنبدِ ہستی میں قید ہوں ارشد سُنو تو گونج میری بے نوا صداؤں ...

Bichad ke yaad nahi kitne maah o saal hoe Siyah le ke chaley thay sufaid baal hoe

Image
Bichad ke yaad nahi kitne maah o saal hoe Siyah le ke chaley thay sufaid baal hoe Joun Eliya

Husn hi le doba tha faqat Yousaf ko Bhala paighambar bhi bazaron me bika karte hein

Image

Tu Ne jo Dil Mein Dard Boya Tha Uski Tehni Pe Phool Aaye Hein

Image
تو نے جو دل میں درد بویا تھا اس کی ٹہنی پہ پھول آۓ ہیں #Hijars Tu Ne jo Dil Mein Dard Boya Tha Uski Tehni Pe Phool Aaye Hein

Qabron mein nahi hum ko kitabon mein utaro Hum log muhabbat ki kahani mein mare hain

Image
قبروں ميں نہيں ہم کو کتابوں ميں اُتارو ہم لوگ محبت کى کہانى ميں مرے ہيں Qabron mein nahi hum ko kitabon mein utaro Hum log muhabbat ki kahani mein mare hain  

Jhukti Nahi Har Shaakh Tujhe Dekh Ke Yunhi Har Phool Pe Wajib Hai Tujhe Dekh Ke Kham Ho

Image
جُھکتی نہیں ہر شاخ تُجھے دیکھ کے یونہی ہر پھول پہ واجب ہے تجھے دیکھ کے خم ہو Jhukti Nahi Har Shaakh Tujhe Dekh Ke Yunhi Har Phool Pe Wajib Hai Tujhe Dekh Ke Kham Ho

Sajaye Rakhtey Hein Chehre Pe Jo Hansi Ki Kiran Na Jane Rooh Mein Kitney Shigaaf Rakhtey Hein

Image
سجائے رکھتے ہیں چہرے پہ جو ہنسی کی کرن نہ جانے روح میں کتنے شگاف رکھتے ہیں Sajaye Rakhtey Hein Chehre Pe Jo Hansi Ki Kiran Na Jane Rooh Mein Kitney Shigaaf Rakhtey Hein

Phir Chidi Raat Baat Phoolon Ki Raat Hai Ya Baraat Phoolon Ki

Image
پھر چھڑی رات بات پھولوں کی رات  ہے یا  برات  پھولوں  کی پھول کے ہار پھول کے گجرے شام پھولوں کی رات پھولوں کی آپ کا ساتھ ساتھ پھولوں کا آپ کی بات بات پھولوں کی نظریں ملتی ہیں جام ملتے ہیں مل رہی ہے حیات پھولوں کی کون دیتا ہے جان پھولوں پر کون کرتا ہے بات پھولوں کی وہ شرافت تو دل کے ساتھ گئی لٹ  گئی  کائنات  پھولوں  کی اب کسے ہے دماغ تہمت عشق کون سنتا ہے بات پھولوں کی میرے   دل  میں  سرور  صبح    بہار تیری آنکھوں میں رات پھولوں کی پھول کھلتے رہیں گے دنیا میں روز نکلے گی بات پھولوں کی یہ  مہکتی  ہوئی   غزل  علی جیسے صحرا میں رات پھولوں کی

Usne Chehre Ko Theek Se Dekha Hi Nahi Paanch Jheelon Ke Barabar Tou Faqat Meri Aankhein Hein

Image
     اُس نے چہرے کو ٹھیک سے دیکھا ہی نہیں پانچ جھیلوں کے برابر تو فقط میری آنکھیں ہیں Usne Chehre Ko Theek Se Dekha Hi Nahi Paanch Jheelon Ke Barabar Tou Faqat Meri Aankhein Hein  

Gaye Mousam Mein Jo Khiltey Thay Gulabon Ki Tarah Dil Pe Utrengy Wahi Khuwaab Azabon Ki Tarah

Image
گئے موسم میں جو کھلتے تھے گلابوں کی طرح دل پہ آتریں گے وہی خواب عزابوں کی طرح راکھ کے ڈھیر پہ اب رات بسر کرنی ہے جل چکے میرے خیمے میرے خوابوں کی طرح سماعت دید کہ عارض ہیں گلابی اب تک اولین لمحوں کے گلنار حجابوں کی طرح کون جانے کہ نئے سال میں تو کس کو پڑھے تیرا معیار بدلتا ہے نصابوں کی طرح شوخ ہو جاتی ہے اب بھی تیری آنکھوں کی چمک گاہے گاہے تیرے دلچسپ جوابوں کی طرح ہجر کی شب میری تنہائی پہ دستک دے گی تیری خوشبو میرےکھوئے ہوئے  خوابوں کی طرح

Zara Socho Ye Sari Dunya Khali Ho Bas Is Mein Aik Hi "TUM" Ho

Image
ذرا سوچو یہ ساری دُنیا خالی ہو بس اِس میں ایک ہی "تم" ہو نہ کوئی دیکھنے والا نہ کوئی بولنے والا نہ ہنسنا ہو نہ رونا ہو کہ بے معنی سا جینا ہو ذرا سوچو کہ ایسے میں کہاں تک جی سکو گے تم اگر احساس ہو جائے تو اِتنا بھی سمجھ لینا کہ "تم" بن آج تک ہم بھی اِسی دنیا میں رہتے ہیں Zara Socho Ye Sari Dunya Khali Ho Bas Is Mein Aik Hi "TUM" Ho Na Koi Dekhne Wala  Na Koi Bolne Wala Na Hansna Ho Na Rona Ho Keh Be-Ma'ani Sa Jeena Ho Zara Socho Keh Aise Mein Kahan Tak Jee Sakogy Tum Agar Ihsas Ho Jaye To Itna Bhi Samajh Laina Keh "TUM" Bin Aaj Tak Hum Bhi Isi Dunya Mein Rehte Hein

Main Chala Bhi Gaya Tou Mere Raston Par Meri Yaad Mein Koi Aansoo , Koi Roshni , Koi Khushbo Chidak Jaye Ga

Image
میں چلا بھی گیا تو مرے راستوں پر مری یاد میں کوئی آنسو، کوئی روشنی، کوئی خوشبو چھڑک جائے گا عزم آنکھوں میں امکان کے جتنے منظر تھے سب بہہ گئے نارسائی کا دکھ رہ گیا  ، وہ بھی اک دن ٹپک جائے گا عزم بہزاد Main Chala Bhi Gaya Tou Mere Raston Par Meri Yaad Mein Koi Aansoo , Koi Roshni , Koi Khushbo Chidak Jaye Ga Azam Aankhon Mein Imkaan Ke Jitney Manzar Thay Sab Beh Gaye Na-Rasaai Ka Dukh Reh Gaya Woh Bhi Ik Din Tapak Jaye Ga Azam Behzad

Shamma Talab Bujha Ke Bhi Jagay Tamaam Shab Hum Intezaar Ki Had Se Guzar Gaye

Image
شمعِ طلب بجھا کے بھی جاگے تمام شب ہم آج انتظار کی حد سے گزرے ہیں Shamma Talab Bujha Ke Bhi Jagay Tamaam Shab Hum Intezaar Ki Had Se Guzar Gaye

Yeh To Hai Uss Butt-e-Sifak Pe Marny Ke Liye Aik Dil Aur Ho Allah Se Darny Ke Liye

Image
یہ تو ہے اس بتِ سفاک پہ مرنے کے لیے ایک دل اور ہو اللہ سے ڈرنے کے لیے Yeh To Hai Uss Butt-e-Sifak Pe Marny Ke Liye Aik Dil Aur Ho Allah Se Darny Ke Liye Daaghdehlvi

Aik izhaar muhabbat pe ye gusa ( Toba ) Jane bhi dijiye in batoon men rakha kya hai

Image
Aik izhaar muhabbat pe ye gusa ( Toba ) Jane bhi dijiye in batoon men rakha kya hai Ranj din raat ka dekha nahi jata akhtar Nahen maloom keh is ashaq men hona kiya hai

Main Chahti Hoon Buhat Khush Dekhai Doon Lekin Main Kia Karon Meri Aankhen Dekhai Deti Hen

Image
میں چاہتی  ہوں بہت خوش دکھائی دوں لیکن میں کیا کروں میری آنکھیں دکھائی دیتی ہیں   Main Chahti Hoon Buhat Khush Dekhai Doon Lekin Main Kia Karon Meri Aankhen Dekhai Deti Hen

Kehna tha bahut kuch Unsey Isliye khamosh ho gaye Chaliye Rehney Dijiye

Image
Kehna tha bahut kuch Unsey Isliye khamosh ho gaye Chaliye Rehney Dijiye I had to say a lot to him That's why I became silent Let it go

Lokaan Meno Aan Daraya Keh Raat Qabar Di Kali Par Main Suneya Othay Aana Us Nein Jindey Mondey Kamli Kali (P.B.U.H)

Image
Lokaan Meno Aan Daraya Keh Raat Qabar Di Kali Par Main Suneya Othay Aana Us Nein Jindey Mondey Kamli Kali  (P.B.U.H) Kalam Mian Muhammad Bakhsh

Main Wekhan Mera Yaar Na Wekhey Je Main Na Wekhan Tey O Wekhey

Image
Main Wekhan Mera Yaar Na Wekhey Je Main Na Wekhan Tey O Wekhey Par Adey Bakht Kithon Liyawan Mere Wekhan De Wich Wekhay Mahi Tere Andar Rehnda Tenon Ewain Pein Pulekhay Yaar FAREEDA ! Bohe Yaar De Mariye Panwen Wekhay Ya Na Wekhay

Chand bhi mere tarh husun shanasa nikla Us ke Dewar pe Hairan khara hai kab se

Image
چاند بھی میری طرح حسن شناسا نکلا اس کی دیوار پہ حیران کھڑا ہے کب سے Chand bhi mere tarh husun shanasa nikla Us ke Dewar pe Hairan khara hai kab se

Taskeen dil ke khatir tum bicharte waqt muskirate raho Oh jane wale door jate ho palat palat ke nazar milate raho

Image
Taskeen dil ke khatir tum bicharte waqt muskirate raho Oh jane wale door jate ho palat palat ke nazar milate raho

Hamari Sada Mizaji Mein Ikhteyat Na Thi Zara Sa Rang Chidakna Tha Hum Ubhar Jate

Image
ہماری سادہ مزاجی میں احتیاط نہ تھی ذرا سا رنگ چھڑکنا تھا ہم ابھر جاتے ترے خیال کے ساحل سے ہم اٹھے ہی نہیں یہاں پہ شام ہوئی ہی نہیں کہ گھر جاتے Hamari Sada Mizaji Mein Ikhteyat Na Thi Zara Sa Rang Chidakna Tha Hum Ubhar Jate   Tere Khayaal Ke Sahil Se Hum Uthay Hi Nahi Yahan Pe Shaam Hoi Hi Nahi Keh Ghar Jate

kabhi kabhi to ye wahshat bhi hum pe guzri hai ki dil ke sath hi dekha hai Dubna shab ka

Image
کبھی کبھی تو یہ وحشت بھی ہم پہ گزری ہے کہ دل کے ساتھ ہی دیکھا ہے ڈوبنا شب کا kabhi kabhi to ye wahshat bhi hum pe guzri hai ki dil ke sath hi dekha hai Dubna shab ka  

Sar e Raah Ik Hadsa Ho Gaya Achanak Tera Samna Ho Gaya

Image
سر راہ اک حادثہ ہو گیا اچانک ترا سامنا ہو گیا خود اپنی بھی اب یاد آتی نہیں تری یاد کا حق ادا ہو گیا انہیں دیکھ کر دیکھتی رہ گئیں خدا جانے آنکھوں کو کیا ہو گیا   Sar e Raah Ik Hadsa Ho Gaya Achanak Tera Samna Ho Gaya   Khud Apni Bhi Yaad Aati Nahi Teri Yaad Ka Haq Ada Ho Gaya   Unhein Dekh Kar Dekhti Reh Gaein Khuda Jane Aankhon Ko Kia Ho Gaya सर-ए-राह इक हादिसा हो गया अचानक तेरा सामना हो गया ख़ुद अपनी भी अब याद आती नहीं तेरी याद का हक़ अदा हो गया उन्हें देख कर देखती रह गईं ख़ुदा जाने आँखों को क्या हो गया An accident happened on the way Suddenly I met you I don't even remember myself anymore The right of your memory has been paid. She kept looking at them God knows what happened to the eyes Sir-e-Raah, one accident happened. Suddenly I encountered you I don't even remember myself anymore The right of your memory has been paid Kept looking at them God knows what happened to the eyes

Unke Haathon Mein Jo Aaye Hongy Phool Pholay Na Samaaye Hongy

Image
ان کے ھاتھوں میں جو آۓ ہوں گے پھول پھولے نہ سماۓ ھوں گے Unke Haathon Mein Jo Aaye Hongy Phool Pholay Na Samaaye Hongy

Rang o Rounaq Se Nahi Banta Insan Dilfaraib Dil Khoobsorat Na Ho Tou Dilkashi Bekaar Hai

Image
رنگ و رونق سے نہیں بنتا انسان دِلفریب دِل خوبصورت نہ ھو تو دِلکشی بیکار ھے Rang o Rounaq Se Nahi Banta Insan Dilfaraib Dil Khoobsorat Na Ho Tou Dilkashi Bekaar Hai

Ik Roz Koi To Sochey Ga Farzanon Ki Iss Basti Mein

Image
ﺍﮎ ﺭﻭﺯ ﮐﻮﺋﯽ ﺗﻮ ﺳﻮﭼﮯ ﮔﺎ ﺍﮎ ﺭﻭﺯ ﮐﻮﺋﯽ ﺗﻮ ﺳﻮﭼﮯ ﮔﺎ ﻓﺮﺯﺍﻧﻮﮞ ﮐﯽ ﺍﺱ ﺑﺴﺘﯽ ﻣﯿﮟ ﺍﮎ ﺷﺨﺺ ﺗﮭﺎ ﭘﺎﮔﻞ ﭘﺎﮔﻞ ﺳﺎ ﭘﺮ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﭨﮭﯿﮏ ﮨﯽ ﮐﮩﺘﺎ ﺗﮭﺎ ﺑﺎﺭﺵ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﭘﺮ ﺷﻮﺭ ﻧﮧ ﺗﮭﺎ ﺩﺭﯾﺎ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﭼﭗ ﺭﮨﺘﺎ ﺗﮭﺎ ﺟﻦ ﺳﮯ ﺍﺳﮯ ﭘﯿﺎﺭ ﺑﻼ ﮐﺎ ﺗﮭﺎ ﻃﻌﻨﮯ ﺑﮭﯽ ﺍﻧﮩﯿﮟ ﮐﮯ ﺳﮩﺘﺎ ﺗﮭﺎ ﺍﮎ ﺷﺨﺺ ﺗﮭﺎ ﭘﺎﮔﻞ ﭘﺎﮔﻞ ﺳﺎ ﭘﺮ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﭨﮭﯿﮏ ﮨﯽ ﮐﮩﺘﺎ ﺗﮭﺎ ﺍﮎ ﺭﻭﺯ ﮐﻮﺋﯽ ﺗﻮ ﺳﻮﭼﮯ ﮔﺎ ﺩﻧﯿﺎ ﻧﮯ ﺍﺳﮯ ﮐﭽﮫ ﺑﮭﯽ ﻧﮧ ﺩﯾﺎ ﭘﺮ ﺍﺱ ﻧﮯ ﺟﮓ ﮐﻮ ﭘﯿﺎﺭ ﺩﯾﺎ ﺟﺎﮞ ﺭﻭﺗﮯ ﺭﻭﺗﮯ ﮐﮭﻮ ﺑﯿﭩﮭﺎ ﺩﻝ ﮨﻨﺘﮯ ﮨﻨﺴﺘﮯ ﮨﺎﺭ ﺩﯾﺎ ﺟﻮ ﻧﻈﻢ ﻟﮑﮭﯽ ﺑﮭﺮﭘﻮﺭ ﻟﮑﮭﯽ ﺟﻮ ﺷﻌﺮ ﺩﯾﺎ ﺷﮩﮑﺎﺭ ﺩﯾﺎ ﮐﯿﻮﮞ ﺟﯿﺘﮯ ﺟﯽ ﺩﺭﮔﻮﺭ ﮨﻮﺍ ﮐﺲ ﭼﺎﮦ ﭘﮧ ﺗﻦ ﻣﻦ ﻭﺍﺭ ﺩﯾﺎ ﺗﮭﺎ ﺩﺷﻤﻦ ﮐﻮﻥ ﺑﭽﺎﺭﮮ ﮐﺎ ﮐﺲ ﺭﻧﺞ ﻧﮯ ﺍﺱ ﮐﻮ ﻣﺎﺭ ﺩﯾﺎ ﺍﮎ ﺭﻭﺯ ﮐﻮﺋﯽ ﺗﻮ ﺳﻮﭼﮯ ﮔﺎ ﺍﻭﺭ ﭘﮩﺮﻭﮞ ﺑﯿﭩﮫ ﮐﺮ ﺭﻭﺋﮯ ﮔﺎ

Kabhi To Badly Ye Matami Rut Udasiyun Ki Meri Nigahon Mein Aik Sa Shehr e Khuwaab Kion Hai

Image
کبھی تو بدلے یہ ماتمی رُت اُداسیوں کی مری نگاہوں میں ایک سا شہرِ خواب کیوں ہے Kabhi To Badly Ye Matami Rut Udasiyun Ki Meri Nigahon Mein Aik Sa Shehr e Khuwaab Kion Hai کبھی کبھی تیری بے نیازی سے خوف کھا کر میں سوچتا ہوں کہ تو میرا انتخاب کیوں ہے Kabhi Kabhi Teri Be-Niazi Se Khaof Kha Kar Main Sochta Hoon Keh Tu Mera Intekhaab Kion Hai ترس گئے میرے آئینے اس کے خال و خد کو وہ آدمی ہے تو اس قدر لاجواب کیوں ہے Tars Gaye Mere Aainay Uske Khaal o Khad Ko Woh Aadmi Hai Tou Iss Qadar La-Jawaab Kion Hai اُسے گنوا کر پھر اس کو پانے کا شوق کیسا گناہ کر کے بھی انتظارِ ثواب کیوں ہے Usay Ganwa Kar Phir Usko Paane Ka Shouq Kaisa Gunah Kar Ke Bhi Intezaar Sawaab Kion Hai اسے تو محسنؔ بلا کی نفرت تھی شاعروں سے پھر اس کے ہاتھوں میں شاعری کی کتاب کیوں ہے Usay Tou MOHSIN Bala Ki Nafrat Thi Shairon Se Phir Uske Hathon Mein Shairi Ki Kitaab Kion Hai محسن نقوی Mohsin Naqvi

Raat Ke Khuwaab Sunayen Kis Ko Raat Ke Khuwaab Suhane Thay

Image
رات کے خواب سنائیں کس کو رات کے خواب سہانے تھے دھندلے دھندلے چہرے تھے پر سب جانے پہچانے تھے ضدی وحشی الہڑ چنچل میٹھے لوگ رسیلے لوگ ہونٹ ان کے غزلوں کے مصرعے آنکھوں میں افسانے تھے وحشت کا عنوان ہماری ان میں سے جو نار بنی دیکھیں گے تو لوگ کہیں گے انشاؔ جی دیوانے تھے یہ لڑکی تو ان گلیوں میں روز ہی گھوما کرتی تھی اس سے ان کو ملنا تھا تو اس کے لاکھ بہانے تھے ہم کو ساری رات جگایا جلتے بجھتے تاروں نے ہم کیوں ان کے در پر اترے کتنے اور ٹھکانے تھے ابن انشاء  

Iss Se Pehle Ki Dil Ke Haathon Majboor Ho Jayen Achcha He Ki Hum Ek Doosre Se Door Ho Jayen

Image

Woh mujhe bhool gaya mujh ko barosa hi nahi Woh tou mera tha aik bar kaha tha us ney

Image
Woh mujhe bhool gaya mujh ko barosa hi nahi Woh tou mera tha aik bar kaha tha us ney

Hum pattey tu nahi jo shakh se gir jayege Tere jaane ke baad bhi hum yu hi nazar aayege

Image
Hum pattey tu nahi jo shakh se gir jayege Tere jaane ke baad bhi hum yu hi nazar aayege We don't know who will fall down in doubt Even after you leave I will be seen like this

Sau baar chaman mehka Sau baar bahaar aayi Duniya ki wahi raunak Dil ki wahi tanhaai

Image
Sau baar chaman mehka Sau baar bahaar aayi Duniya ki wahi raunak Dil ki wahi tanhaai  

Woh misl e saba phirta tha is shahir mein jis men Hum rait pe likhe hue namoon ke tarah thay

Image
وہ مثلِ صبا پھرتا تھا اُس شہر میں جس میں ہم ریت پہ لکھے ہوئے ناموں کی طرح تھے Woh misl e saba phirta tha is shahir mein jis men Hum rait pe likhe hue namoon ke tarah thay

Log Dekhengy To Afsana Bana Dalengy Yun Mere Dil Mein Chaly Aao Keh Aahat Bhi Na Ho

Image
لوگ دیکھیں گے تو افسانہ بنا ڈالیں گے یوں میرے دل میں چلے آؤ کہ آہٹ بھی نہ ہو Log Dekhengy To Afsana Bana Dalengy Yun Mere Dil Mein Chaly Aao Keh Aahat Bhi Na Ho

Taskeen mohabbat ke faqat do hi tareeqey thy Ya dil na bana hota ya tum na bani hoti

Image
Taskeen mohabbat ke faqat do hi tareeqey thy Ya dil na bana hota ya tum na bani hoti

Jo Aag Lagai Thi Tum Ne Us Ko To Bujhaya Ashkon Ne

Image

Harf harf rutt kar bhi agahi nahi milti Aag naam rakhnay se roshni nahi milti

Image
Harf harf rutt kar bhi agahi nahi milti Aag naam rakhnay se roshni nahi milti Aadmi se insan tak aaogay to samjho ge Kyun charagh ke neechay roshni nahi milti

Honton ki haansi dekhi magar andar nahin dekha Yaaron ne meray gham ka samandar nahin dekha

Image
Honton ki haansi dekhi magar andar nahin dekha Yaaron ne meray gham ka samandar nahin dekha I have seen the smile on the lips but have not seen the darkness Friends have not seen the ocean of my sorrows

Chain se sote hain parinde lachakti shakhon par Neend to aksar reshmi razaiyon mein nahin aati

Image
Chain se sote hain parinde lachakti shakhon par Neend to aksar reshmi razaiyon mein nahin aati Kamal k Sharma चैन से सोते हैं परिंदे लचकती शाख़ों पर  नींद तो अक्सर रेशमी रज़ाइयों में नहीं आती Kamal K Sharma

If you love someone who doesn't love you It means you are waiting for a ship at airport

Image

Sekha Deti Hain Chalna, Thokren Bhi Raahgeeron Ko Koi Rasta Sada Dushwar Ho, Aisa Nahin Hota

Image
Sekha Deti Hain Chalna, Thokren Bhi Raahgeeron Ko Koi Rasta Sada Dushwar Ho, Aisa Nahin Hota Kahin To Koi Hoga, Jisko Apni Bhi Zaroorat Ho Har ek Bazi Mein Dil Ki Haar Ho, Aisa Nahin Hota Jo Ho Ik Baar, Woh Har Baar Ho, Aisa Nahin Hota Hamesha Ek Hi Se Pyar Ho, Aisa Nahin Hota Stumble teaches the paths to walk It doesn't happen if any road is always difficult Somewhere there must be someone, who needs him too It doesn't happen that there is a defeat of heart in every game Whatever happens once, happens every time, it doesn't happen like this Always love only one, it doesn't happen

Poochne Ki To Muhlat Hi Na Di Us Ne Woh Lehja Badalta Gaya Aur Hum Ajnabi Hote Gaye

Image
Poochne Ki To Muhlat Hi Na Di Us Ne Woh Lehja Badalta Gaya Aur Hum Ajnabi Hote Gaye

Jin Ko Soraj Meri Chokhat Se Mila Karta Tha Ab Khairaat Mein Dete Hein Ujalay Mujh Ko

Image
جن کو سورج میری چوکھٹ سے ملا کرتا تھا اب خیرات میں دیتے ہیں اجالے مجھ کو Jin Ko Soraj Meri Chokhat Se Mila Karta Tha Ab Khairaat Mein Dete Hein Ujalay Mujh Ko  

Barhti Jati Dhund Hai Aur uske Peechay Shehar Hai Barhti Jati Dhund Hai Aur Uske Peechay Shaam Hai

Image
بڑھتی جاتی دھند ہے اور اس کے پیچھے شہر ہے بڑھتی جاتی دھند ہے اور اس کے پیچھے شام ہے بڑھتی جاتی دھند میں بازار ہیں اور خواب ہے بڑھتی جاتی دھند ہے اور اس میں بوئے آب ہے بڑھتی جاتی دھند ہے اور شہر دلآرام ہے دھندلے دھندلے لوگ ہیں اور باغ ہیں اور شام ہے اور ان قیود کے اندر فریب ارض و سما سیاہ شب کا سمندر سفید دن کی ہوا​  منیر نیازی   مجموعے "سیاہ شب کا سمندر، سفید دن کی ہوا" سے منتخب  نظم 'دُھند ہے اور شہر ہے اور خواب ہے Barhti Jati Dhund Hai Aur uske Peechay Shehar Hai Barhti Jati Dhund Hai Aur Uske Peechay Shaam Hai Barhti Jati Dhund Mein Bazar Hein Aur Khuwaab Hai Barhti Jati Dhund Hai Aur Us Mein Boye Aab Hai Barhti Jati Dhund Hai Aur Shehr e Dil-Aaraam Hai Dhundlay Dhundlay Log Hein Aur Bagh Hein Aur Shaam Hai Aur In Qayud Ke Andar Faraib Arz o Sama Siyah Shab Ka Samandar Sufaid Din Ki Hawa Munir Niazi  

Bakhsha Hai Ishq Ne Ye Husn e Sama'at Dil Ne Teri Aawaaz Suni Kaan Se Pehle

Image
بَخشا ہے عجَب عِشّق نے یہ حُسّنِ سَماعت   ‏دِل نے تِیری آواز سُنی کان سے پِہلے Bakhsha Hai Ishq Ne Ye Husn e Sama'at Dil Ne Teri Aawaaz Suni Kaan Se Pehle

Wafa Kis Karen Jafa Kis Se Karen Koi Apna Hi Nahi To Gila Kis Se Karen

Image
وفا کس سے کریں جفا کس سے کریں کوئی اپنا ہی نہی تو گِلہ کس سے کریں کوئی ویرانیِ دل میں جھانکتا ہی نہی ہم محبتوں کی انتہا کس سے کریں YAHAN AB HUM NAHI REHTAY Wafa Kis Karen Jafa Kis Se Karen Koi Apna Hi Nahi To Gila Kis Se Karen Koi Weerani e Dil Mein Jhankta Hi Nahi Hum Muhabbaton Ki Inteha Kis Se Karen  

Ek Hi Haath Se Banaya Gaya Aap Ko Din Ko Raat Ko Hum Ko

Image
ایک ہی ہاتھ سے بنایا گیا آپ کو، دن کو، رات کو، ہم کو #Hijars Ek Hi Haath Se Banaya Gaya Aap Ko Din Ko Raat Ko Hum Ko

Itne Hijabon Par To Ye Alam Hai Husn Ka Kia Hal Ho Jo Dekh Lein Parda Utha Ke Hum

Image
اتنے حجابوں پر تو یہ عالم ہے حسن کا کیا حال ہو جو دیکھ لیں پردہ اٹھا کے ہم جگر مراد آبادی Itne Hijabon Par To Ye Alam Hai Husn Ka Kia Hal Ho Jo Dekh Lein Parda Utha Ke Hum Jigar Muradabadi

Aankhoun Say laray Gaisoo-e-Kham'Daar Say Uljhay Yeh Hazrat-e-Dil Roz Hi Do Chaar Say Uljhay

Image
آنکھوں سے لڑے گیسو ِخمدار سے اُلجھے یہ حضرت دل روز ہی دوچار سے اُلجھے داغ دہلوی Aankhoun Say laray Gaisoo-e-Kham'Daar Say Uljhay Yeh Hazrat-e-Dil Roz Hi Do Chaar Say Uljhay DaaghDehlvi