Kisi deevar par nakhun ne likhha hai rihaiy Kisi ghar mein aseeri ki azziyat ro rahi hai



کسی دیوار پر ناخن نے لکھا ہے رہائی
کسی گھر میں اسیری کی اذیت رو رہی ہے
Kisi deevar par nakhun ne likhha hai rihaiy
Kisi ghar mein aseeri ki azziyat ro rahi hai

 
جو بعد از ہجر آیا، اس کو کیسے وصل کہہ دوں
شکایت سے گلے مل کر ندامت رو رہی ہے

Jo baad az hijr aya, us ko kaise wasl keh doon
Shikayet se gale mil kar nadamat ro rahi hai

 
عزم بہزاد

Azm Behzad


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo