Anjum, mehr, o mehtab, sarv o sanober o gulab Kis se tujhe misal doon ho to koi misal bhi



انجم، مہر و مہتاب سرو و صنوبر و گلاب
کس سے تجھے مثال دوں، ہو تو کوئی مثال بھی
Anjum, mehr, o mehtab, sarv o sanober o gulab
Kis se tujhe misal doon ho to koi misal bhi

 
ہم کو تو عمر کھا گئی خیر ہمیں گلہ نہیں
دیکھ تو کیا سے کیا ہوئے یار کے خدوخال بھی

Hum ko to umr khha gaiy, khair humen gila nahi
Dekh to kia se kia huay yar ke khad o khal bhi

 
احمد فرازؔ

Ahmed Faraz


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo