Koi warq dikhha jo ashk e khoon se tar ba tar na ho Koi ghazal dikhha jahan wo dagh jal nahi raha



کوئی ورق دکھا جو اشکِ خوں سے تر بتر نہ ہو
کوئی غزل دکھا جہاں وہ داغ جل نہیں رہا

Koi warq dikhha jo ashk e khoon se tar ba tar na ho
Koi ghazal dikhha jahan wo dagh jal nahi raha

 
میں ایک ہجرِ بے مُراد جھیلتا ہوں رات دن
جو ایسے صبر کی طرح ہے جس کا پھل نہیں رہا

Main aik hijr e be murad jhelta hoon rat din
Jo aise sabr ki tarah hai jis ka phal nahi raha

 
جواد شیخ

Jawwad Sheikh


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo