Kabhi paikan, kabhi khanjar, nazar youn bhi hai aur youn bhi Wo qatil darpai e qalb o jigar youn bhi hai aur youn bhi



کبھی پیکاں، کبھی خنجر، نظر یوں بھی ہے اور یوں بھی
وہ قاتل درپئے قلب و جگر یوں بھی ہے اور یوں بھی

نگاہیں پھیر لے یا مسکرا کر دیکھ اے ظالم
ستم ہو یا کرم، تو معتبر یوں بھی ہے اور یوں بھی
پیر سید نصیر الدین نصیر شاہ گیلانی

Kabhi paikan, kabhi khanjar, nazar youn bhi hai aur youn bhi
Wo qatil darpai e qalb o jigar youn bhi hai aur youn bhi

Nigahen pher le ya muskura kar dekh ay zalim
Sitam ho ya karam, tu motabir youn bhi hai aur youn bhi

Peer Syed Naseeruddin Naseer Shah Gilani


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo