Afat ki shokhiyan hain tumhari nigah mein Mehshar ke fitne khhelte hain jalwa gah mein



آفت کی شوخیاں ہیں تمھاری نگاہ میں
محشر کے فتنے کھیلتے ہیں جلوہ گاہ میں

مشتاق اس ادا کے بہت درد مند تھے
اے داغ، تم تو بیٹھ گئے ایک آہ میں
مرزا داغ دہلوی

Afat ki shokhiyan hain tumhari nigah mein
Mehshar ke fitne khhelte hain jalwa gah mein

Mushtaq is ada ke bohat dardmand thay
Ay Dagh, tum to baith gaye aik aah mein

Mirza Dagh Dehlvi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo