Ajeeb fankar tha hujoom e sitamgaran bhi Hamare chehre ke naqsh patthar pe aa gaye thay



عجیب فنکار تھا ہجوم ستم گراں بھی
ہمارے چہرے کے نقش پتھر پہ آ گئے تھے 

Ajeeb fankar tha hujoom e sitamgaran bhi
Hamare chehre ke naqsh patthar pe aa gaye thay

 
ہماری قسمت میں کیسی ہجرت لکھی ہوئی تھی
گرے تھے ماتھے سے اور ٹھوکر پہ آ گئے تھے

Hamari qismat mein kaisi hijrat likhhi hui thi
Gire thay mathe se aur thoker pe aa gaye thay

 
عدنان

Adnan


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo